Kehti thi Sakina ro ro karHaye Sakina (x6)Shab ki tareeki mein aksarZindane sham mein ghabrakarShimr ke ddar se yaade padar seMaa se lipat kar[Kehti thi sakina ro ro kar, Ay amma yahan se riha ho kar, Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Koi sunta nahin faryad meri[He zakhm bara is dil pe yahi] ×2Dada se kahungi ghum apneJis roz yahan se jaaoungiKab tak mein rahungi nawhagarKehti hun jabhi to mein aksar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chaloDada ki lahad par jaaoungi[Ye neel unhe dikhlaungi] ×2Ye zakhmi kaan jala kurtaSughra ko dikhane jaaoungiyaad aye kabhi mujhko khwaharYaad ayein kabhi dada haidar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chaloJo bibi payambar zaadi he[Wo bhi to yahaan faryaadi he] ×2Yasrab ke tasawwur ne ammaEk rahe sukoon dikhlaati heHo khatm aziyyat ka ye safarBhar jaayenge sare zakhme jigar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chaloAb aur ghamo(n) ki taap nahin[Ro ro ke ye ankhein khushk huwi] ×2Kya tum ko gawara he ammaBan jaye mera marqad bhi yahiKuchh khauf nahin marne ka magarEhsaan karo itna mujhpar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chaloHar raat huwi matam mein basar[Har din hi guzara ro ro kar] ×2ye zakhme aseeri zakhme jigarZalim ke tamaache yaade pidarMilti he sazae maut agarYe akhri khwahish he maadar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chaloAzad parindon par aksar[Ay amma meri jaati he nazar] ×2Us waqt khayal ata he mujheKab qaid se chhut kar jaayenge gharHe khof laino(n) ka dilparFaryaad karun kyu(n) na rokar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chaloAnkhon ko rasai dene lage[Sab zakhm duhai dene lage] ×2Jab mot mere sar par aayiYe log rihai dene lageYe lamhe ghaneemat he maadarYe zakhm banenge rakhte safar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chaloDada ko wahaan pursa denge[Phir fateha khani karlenge] ×2Jab dil ko sukoon miljayegaHam log watan ko jaayengeSab royenge qabre zehra parJo meine kaha socho manzar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chalo"Irfan" aur mazhar apna watan[He bibi sakina ka madfan] ×2Nisbat he najaf ki matti sePayenge usi dharti ka kafanJab waqte qaza hoga humparKehdenge farishto(n) se rokar[Ya najaf chalo ya watan chalo] ×2Kehti thi sakina ro ro karAy amma yahan se riha ho karYa najaf chalo ya watan chalo
Kehti thi Sakina ro ro kar
Irfan Haider · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.