Kehti thi Zainab, Haye hussaina[Haye hussaina] ×4[Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussainaKarbobala kuch na diya karbo aziyat ke siwaa, mere daman me bacha kya hai musibat ke siwa [Karbala tujse mila kya hai kayamat ke siwaa] ×2 [Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussainaSubhe ashur azaane ali akbar ki kasam. Mere bhayi pe chale tir hazaaro payham [Chup rahi karbobala hote rahe ham pe sitam] ×2 [Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussainaMera athara baras wala jiya laa akbar. Kha gayi uske bhi ay karbobala teri nazar [Mene dekha he isi laal ka barchi me jigar] ×2 [Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussainaBhayi athar the do bete the koyi na raha. Ab to tanhayi meri deti he mujko pursa [Kya bhara gar tha mera kar diya mujko tanha] ×2 [Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussainaMere abbas pe kya guzri batawu kese. Mashk ik bharne me do bazu kalam ho ke gire [Uske marne se he mehrum behen chadar se] ×2 [Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussainaBekhata katl huwa bhayi mera jangal me. Saynkhro zakhm kaleje pe lage ik pal me [Aag pani ne laga di hai mere anchal me] ×2 [Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussainaMere allaha muje shaam talak janaa hai. Koyi bhi apna nahi shehr bhi beganaa hai [Teri kush nudi me rasi me mera shaana hai] ×2 [Kehti thi zainab, haye hussaina] ×2[Hogayi barbad ye behna, karbobala me] ×2 Kehti thi zainab, haye hussaina
Kehti thi Zainab, Haye hussaina
Nadeem Sarwar · 1999
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.