Khud baap jawaan[Khud Baap Jawaan Laal Ki Mayyit Ko Uthaaye] ×2 Khud Baap Jawaan Laal Ki(Ya Rab Kisi Dushman Pe Bhi Yeh Waqt Na Aaye) x 2Khud Baap Jawaan Laal Ki Mayyit Ko Uthaaye, Khud Baap Jawaan Laal Ki(Sheh Se Ali-Akber Ka Janaza Na Uthega) x 2(Dariyaa Se Koi Jaake Alamdar Ko Laaye) x 2Khud Baap Jawaan Laal Ki Mayyit Ko Uthaaye, Khud Baap Jawaan Laal Ki(Yunh Tez Kadam Jaanibe Khaima Chale Sarwar) x 2(Ghabraake Kahin Ran Mai Na Zainab Nikal Aaye) x 2Khud Baap Jawaan Laal Ki Mayyit Ko UthaayeKhud Baap Jawaan Laal Ki ..(Sehre Ki Jagaa Dekhe Jawaan Bete Ki Mayyat) x 2(Taqdeer Kisi Maa Ko Yeh Manzar Na Dikhaaye) x 2Khud Baap Jawaan Laal Ki Mayyit Ko UthaayeKhud Baap Jawaan Laal Ki ..(Yunh Shaam Pohonchne Ki "Taqallum" Ko Hai Jaldi) x 2(Nauha Ali-Akber Ka Woh Zainab Ko Sunaaye) x 2(Khud Baap Jawaan Laal Ki Mayyit Ko Uthaaye) x 2
Khud baap jawaan
Mir Hasan Mir · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.