Khair kare, khuda khair kare..(2)Us taraf zulm pe aamadah zamane wale..(2)Is taraf saare Mohammad ke gharane waleKaun kiska hai tarafdaar..Khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kareKarbala hogayi tayyar, khuda khair kareYe qayamat ke hai aasaar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare1. Roze ashoor hawaao'n se barasta hai lahu..(2)lut gayi kiski ye sarkaar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare2. Ye to mumkin hi nahi hai ke jhuka dein sar ko..(2)kya kare sahib e kirdaar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare3. Bhai jaate hai khuda hafiz o nasir kehkar..(2)behne kehti hai ye har baar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare4. Wo jo ghode se gira saath gire mashk o alamna alam hai na alamdaar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare5. Kitne sadme hai jo sajjad ko sehne hai abhi..(2)bediya'n hoti hai tayyar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare6. Aaj bhi seeno mein zinda hai hussain ibn e ali..(2)saara aalam hai azadaar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare7. Aane wale yuhi aate rahe rozo'n pe sadaa..(2)kam na ho aapke zawwar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kare8. Sheh ke matam mein hilaal aisi fiza gunj uthi..(2)hue larza dar o deewar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kareYe qayamat ke hai aasaar, khuda khair kareKarbala hogayi tayyarKhuda khair kareKhair kare, khuda khair kare..(2)
Khuda khair kare
Nadeem Sarwar · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.