Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Khush hai zehra khush hai ali

Shadman Raza · 2012

Ali ali ali-2Ali ali-2Khush hain zehra khush hain ali-3Khushi muraan hai khush hai payambar, isse badi kya hogi khushiKhush hain....2Arsh khuda ka jhoom raha hai aqd e ali o zehra haiAanchal surah e kausar ka hai aur rehmaan ka sehra haiKaun o makaan baraati ismein-2Hogi na shadi isse badiKhush hain...2Raazi hai allah yaqeenan azmate zehra ka hai makaanChehra e hyder dekh rahe hain saare nabi aur saare imamKhushi muraan hai khush hai payambar.......-2. (hoooo ooo oo)Isse badi kya hogi khushiKhush hain...2Bol ke quraa(n) ki godi mein bolta surah e kausar haiKitne hai masroor payambar dushman inka abtar haiJin o malak kehte hain (mubarak-4) -2(aaaa)Ghar mein ali ke pehli khushiKhush hain...2Zikr e ali bhi mimber se ho aur quraan ki tilawath bhiSunnath e moula par bhi amal ho aur shabbir ki midhath bhiRoze namaaz ki pabandi hai-2Majlis o matam hai jaariKhush hain...2Nusrath e moula ghaibath mein ho moula raazi hojaayeAisa bas kirdar ho apna zehra raazi hojaayeLashkar e mehdi mein shamil ho-2Matlab kya dunya se koiKhush hain...2Karbobala ko sadiyaan gusri daur e shahadath aaj bhi haiGhaibath mein hain imam e zamana lekin Nusrath aaj bhi haiApne amal se Poori ki hai-2Baath imam w zamana kiKhush hain...2Aaj ki shaadi mein ye dua hai dulha dulhan ye shaad raheNaik inhe aulad atha ho mehshar tak abaad raheMajlis se aaghaaz huwa hai-2Aur hadees e kisa hai padhiKhush hain...2Midhath e haider midhath e zehra shauhrath izzath deti haiWaqt e musibath jab aata hai dunya lizzath deti haiSaari dunya gar naraaz ho-2(meri bala se)Mere liye hai ye kaafiKhush hain...2Usko shia ham kehte hain jo kirdar ka momin haiJis din gunah se bach jaayenge din wo eid ka hi din haiEk qamar ho zeesth ka maqsad-2 (hoo oo oo)Hojaaye khaliq raaziKhush hain...2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.