Kufe ki faseelo pe ujala hai ali kaZainab tere takrir mai lehja hai ali kaQuraan zabaan hai labe tatheer e takalumAlfaz hain zainab ke karishma hai ali kaHain jumla ,sharaf mamlakaate ,nuqte ba maiQuraan e khuda ek qasida hai ali kaLehje mai hai quraan e saloni ke balaghatHoton pe chamakta huwa khutba hai ali kaWoh manzile meraaj hai yeh kahan e haiderKausaan mohammed ka hai kabba hai ali kaBolega abhi haider karaar ka mesaamFitrat ke takaazat pe qabza hai ali kaUdh jaige khud he rasan o daar ki dhajiMesaam ke dhan mai labo lehja hai ali kaBatil.ke jabin par hai zawaal e shab e.GurbatAbbas ke maate pe ujala hai ali kaAnkhon mai samata nhi do lakh ka lashkarAbbas ke seene mai kaleja hai ali kaJari hai razi aaj bhi maula ke sakawaatMamnoon e karam sara zamana hai ali ka
Kufe ki faseelo pe ujala hai ali ka
Rizwan Rizvi · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.