Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya[Yasrab nazar aaya] ×4Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya[Yasrab nazar aaya] ×2Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya[Yasrab nazar aaya] ×2[Apna tha watan aur] ×3paraya nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×21. mun dhamp ke rone lagi ahmed ki nawaasi,viraan taro baam the allah ki udasi,[ujra bani hashim ka] ×3Mehella nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×22. Wo galiya jaha awno muhammad kabhi khele,Abdulla wahaa phirte the khamosh akele,[har simt me bacho ka] ×3sarapa nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×23. Sugra ne khabar payi ke lawt aaye musafir,Khush hogayi roze pe nabi ke koyi hazir[Kya socha tha sugra ne] ×3use kya nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×24. ujri huwi har maang ti har god thi khali,asger ka shalo ka tha sakina ki thi baali,[abbas ka parcham bhi] ×3akela nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×25. Jis waqt ruki nana ke roze pe amaari,Na khese giri khak pe wo dard ki maari,[rota huwa nana ka] ×3jo chehra nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×26. sugra ne kaha amaa se kyu god hai khali,kis aaha bhari banu ne kuch moo se na boli,[rone lagi jalta huwa] ×3jula nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×27. Bin bhayi ke dakhil huwi jo apne hi gar me,Gash aagaya takat na rahi kalbo jigar mein,[be goro kafan bhayi ka] ×3laasha nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×28. ujre me nazar aaye nahi qasimo akber,kehne lagi mein chor gayi thi ye bhara gar,[har kabr ke mahol mein] ×3dhalta nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×29. Bistar to waha awno muhammad ke saje the,Aur taak mein asgher ke khilone bhi rakhe the,[lekin na koyi khelne] ×3waala nazar aayaKulsum ne mehmil ke jo parde ko uthayaApna tha watan aurparaya nazar aaya[Yasrab nazar aaya] ×2
Kulsum ne mehmil ke jo parde ko uthaya
Nadeem Sarwar · 2002
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.