Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kushta-e-shamsheer alamdaar

Irfan Haider · 2016

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Aye alamdaar... Saqqa e sakinaAbbas alamdaar, alamdaar..(2)Peshe nigaahe shahe karbalaghalti daye khaako khoo'nshud parchame bawafanauhakuna sayyede abraarAh uftaad e sare karbobala ya zainab..(2)kushta e shamsheer alamdaarkushta e shamsheer alamdaar, alamdaar..(2)Allah, Allah...kushta e shamsheer alamdaar, alamdaar..(2)Alamdaar, Alamdaar1. Haaye...Ae bahan jispe naaza the humhogaye hai wo baazu qalampyaaso pe fida hogaya, saqqa e sakinapardes mein hum dono ka, dushwaar hai jeenaarey,bhai hume chhod gaya ya zainabAh uftaad....2. Haaye,Aaayi maqtal se jab ye sadaaaiye ibne shere khudajis samt se awaaz mujhe aai thi behnamai thokre khaata hua us simt hi niklaarey,raah mein ek bazu mila, ya zainabAh uftaad....3. Haaye....Phir usi samt mai chal diyaaai thi jis taraf se sadaajab dusra bazu mila, us shere jari kadil dard se lachaar hua, tere akhi kaarey,hoto pe aayi ye buka, ya zainabAh uftaad....4. Haaye...Aye bahan thaam lo dil zaraphir wo lamha qareeb aagayabe dast alamdaar ko, jab khaak pe dekhaus sher ki peshani pe, ek gurz laga thaarey,dil pe wahi gurz laga, ya zainabAh uftaad....5. Haaye...Phir wo karne laga yu kalaamibne zehra ho tumpar salaammai roke ye bola ke, zara aankhein to kholoaye bhai agar koi, wasiyat hai to kehdoarey,sunke jari rone laga, ya zainabAh uftaad....6. Haaye...Roke ghaazi ye kehne lagaarz itni hai shahe hudamai mashk pe qurbaan hua, ye to batanapar laash meri khaime mein, lekar nahi jaanaarey,maine bhi aisa hi kiya, ya zainabAh uftaad....7. Haaye...Sunke zainab ne nauha kiyaab chinegi yaqeenan ridaaye mazharo irfan wo, qayamat ka tha manzarghaazi ki bahan aagayi, khaimo mein tadapkarareykhaimo mein kohraam utha...Haye alamdaar, haye alamdaar, haye alamdaar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.