Kya bataun maqaam zainab ka..(2)Isme aazam hai naam zainab ka1. Mai to kya khud qaseeda padhte hai..(2)mere bara(12) imaam zainab kakya batau..2. Tere darr par bhi aega jibreel.(2)tu bhi ho ja ghulaam zainab kakya batau..3. Allah Allah hurr teri qismat..(2)tujhko aaya salaam zainab kakya batau..4. Saare nabiyo se keh raha tha khuda..(2)dekha tum sab ne kaam zainab kakya batau..5. Ban gaya khud alam sa kaghaz par..(2)likh raha tha mai naam zainab kakya batau..6. Chal raha hai azaa ki surat me..(2)do jahan me nizaam zainab kakya batau..7. Matam e shaah aur yazeed ke ghar..(2)dekhlo inteqaam zainab kakya batau..8. Dekhta hai husain ka sajda..(2)khud bhi rukh kar qayam zainab kakya batau..9. Meri behno hijab lazim hai..(2)hai ye tumko payaam zainab kakya batau..10. Tera hamsar nahi hai meer koi..(2)kyu ke tu hai ghulaam zainab kaKya bataun maqaam zainab kaIsme aazam hai naam zainab ka
Kya batau maqaam zainab ka
Mir Hasan Mir · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.