Kya Haal Shahe Dee,n Ka Us Waqt Huwa Hoga...2Sughra(sa) Ka Likha Khat Jo..2Ro Roke Padha Hoga.Kya Haal Shahe Dee,n Ka Us Waqt Huwa Hoga...21- Akbar(as) Ko Dame Rukhsat, Kyu Hichkiya,n Aati Hain....2Kya Yaad Baradar Ko..2 Sughra(sa) Ne Kiya Hoga.2- Khat Padhte Huwe Girya, Karte Hain Shahe Wala....2Kya Dard Khuda Jane..2Sughra(sa) Ne Likha Hoga.3- Sughra(sa) Ne Likha Khat Me, Kya Haal Hai Asghar(as) Ka....2Ab Guthniyo,n Baba Woh..2Chalne Bhi Laga Hoga.4- Akbar(as) Ne Kiya Tha Jo, Sughra(sa) Se Dame Rukhsat....2Aye Baba Batao Kab..2Woh Waada Wafa Hoga.5- Tum Aalime Ghaibat Ho, Tumko Toh Khabar Hogi....2Bimar Ka Furqat Me..2Kya Haal Huwa Hoga.6- Eidain Pa Beti Se, Tum Aaye Nahi Milne....2Is Baat Ka Tumko Bhi..2Ehsas Bada Hoga.7- Is Aas Me Ro Rokar, Har Roz Guzarta Hai....2Ek Roz Mujhe Baba..2Deedaar Tera Hoga.8- Ek Bhai Ki Furqat Ka, Ghum Pucho Phuphi Jaa,n Se....2Ghurbat Ka Meri Unko..2Lazim Hai Pata Hoga.9- Akbar(as) Ke Janaze Par, Woh Honge Jigar Thaame....2Sughra(sa) Tera Qasid Jab..2Baba Se Mila Hoga.10- Aye Ahle "Wilayat" Yeh, Shabbir(as) Ne Farmaya....2Ab Beti Tujhe Jeena..2Akbar(as) Ke Bina Hoga
Kya Haal Shahe dee'n ka
Shahbaz Ali Khan · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.