Haye Zahra, haye Zahra..(2)Masjid se ghar mein laut ke, jab aayi sayyedaZainab ne maa ka haal jo dekha to ye kahaKya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, amma bataiyeKya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiyeBaalo ka rang badla hai, kyu jhuk gayi kamaramma bataiye..Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiye1. Kyu kar chupaye rakha haikya dil mein dard haikyu chehra zard hai,halat tumhari dekh kelagta hai mujhko darramma bataiye...Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiye2. Bus muskurate dekha tha humne tumhe sadaabatlao kya hua,aankhein hui hai aapki, kyuaasuo'n se tarramma bataiye...Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiye3. Maine suna hai masjid mein rulwaya aapkojhutlaya aapkokya baat dil pe lag gayi, uthta nahi jo saramma bataiye...Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiye4. Dar pe hamare pehle to aate the subh o shaamkarne ko sab salaamnana ke baad phera hai, ummat ne rukh kidharamma bataiye...Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiye5. Baba ka raaj hota to ye ghum na jheltiye din na dekhtihaq cheena mere baba ka, ummat ne kyu magaramma bataiye...Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiye6. Kya dard hai jo aapko, har dum rulata haidil dooba jaata haikyu roz jaake roti hai, nana ki qabr paramma bataiye...Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiye7. Ashko ki is rawani ne, zainab ko aye razasab kuch bata diyaZehra khamosh hogayi, jab is sawaal paramma bataiye...Kya kya sitam guzar gaye, ek din mein aap paramma bataiye, haye amma bataiyeHaye Zahra, haye Zahra
Kya kya sitam guzar gaye
Syed Raza Abbas Zaidi · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.