Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kya mere jawan laal ke

Mir Hasan Mir · 2017

Haye kadiyal jawan akbarmera kadiyal jawan akbarhaaye..jeeti hai wo maa jiske guzar jaane ke din the..(2)kya mere jawa'n laal ke mar jaane ke din the..(3)jeeti hai wo maa jiske guzar jaane ke din the..(2)kya mere jawa'n laal ke mar jaane ke din the..(2)1. Thi jo hamare ghar mein nishani rasool kizainab rida mein apni jise paalti rahiuth uth ke jisko chumte rehte the raat bharhaye shabbir jee rahe the jise dekh dekh karus chehre ke kya khaak mein bhar jaane ke din the2. Pyaase ko maar kar bhi na zalim ne dam liyasar iska mere saamne usne qalam kiyaaraam thodi der bhi paaya na khaak parhaye phir se shuru hogaya is laal ka safarbazaar mein kab chaand sa sar jaane ke din the3. Aaya ye jab jaha'n mein phuphi ne khushi khushiazaad ek kaneez thi ki sheeri naam kiaur saath saath ye bhi kaha tha na fikr karhaye baraat leke aaungi iski mai tere gharpohcha waha na uske jidhar jaane ke din the4. Haye lag jaye na nazar mere yusuf jamal kodekha nazar na bhar ke kabhi apne laal kohai gesuo mein khaak koi saaf to karohaye zainab ki mai kaneez hu insaaf to karobarchi kaha wo dil mein utar jaane ke din the5. Nazuk badan pe zakhm na aane diya kabhimaine na usko dhoop mein jaane diya kabhinaize pe sar hai aaj badan jalti ret parhaye pardes mein ye aake nahi thi mujhe khabarmehnat ki kamayi yu bikhar jaane ke din the6. Waada kiya tha sar pe jo sehra sajaungaghabra na sughra mai tujhe lene ko aaungadehleez par hai baithi takallum wo ghum gusaararey cheh maah se hai usko baradar ka intezaarpardes se ye laut ke ghar jaane ke din thekya mere jawa'n laal ke mar jaane ke din the..(2)haye kadiyal jawan akbarmera kadiyal jawan akbar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.