Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kyu Khun Me Tar Hay Sar

Syed Taleb Hussain · 2022

Keu khun me tar hay Sar - Baba ay mere BabaZaynab(s.a) Ne kaha Ro kar - Baba ay mere Baba.(Hayder(a.s) ne kaha-kaap te Lahjay me ay Beti. Baychayn Na ho -Sabrse Lo kaam ay Beti.)May sabr vala kay sekar paungi ay BabaFath ta hai kalega Dilkabu me Nahi MeraKeya Hashr ka ye Manzar hai.Baba mera Khun Se tar hai.Ye Dekhne Se Pahlay-2Behtar thaa qaza Baba.Keu khun me tar hay Sar - Baba ay mere Baba(Aahista Zara bool- meri Jaa Meri Dukhtar. Is Tarha na Ro-Sinay Se Lag jaa meri Dukhtar.)Sine Se Lipat kar Fir-Rone Lagi Shahzadi.Gash Anay Laga Gham Se-tharrati Hai Shahzadi.Kahti hai ya Ay Baba Mar jaungi Ay BabaYe Daag Yatimi ka -2Sehna hay Saza Baba.Keu khun me tar hay Sar - Baba ay mere Baba(Avi Dekhna hai Aur-Masayib Ka Samandar.Bade Hussain(a.s)-Ghar se tu ho Jayegi be Ghar)Ye sunte hi Ashko ko-Lagi pochne hato seKahne Lagi ay Baba-Taiyaar hun May KabseHo Shamay Gariba jisdamAda Se Bacha ne usdamImdad ko Aao gay-2Wada ya karo Baba.Keu khun me tar hay Sar - Baba ay mere Baba(Hasnayn(a.s) ne barh kar Diya-Baba ko Sahara. Aahista Se Bistar pe-Shahay Di ko Litaya.)Hai zakhm Bahot Gahera-Aur Zaher Ka hai ye Asar.Bas Hosh me Aatay haiGash Khate hai Fir Hayder (a.s).Kohram Bapa hai Ghar me,Matam ka Sama hai Ghar me.Afsurda hai Sub Bati-2Hai Lab pe Sada Baba.Keu khun me tar hay Sar - Baba ay mere Baba(Awaaz Wo Ati Thi-Fiza-o-me Har ik Jaa'n. Ustaad mera Mara gaya-wa Musibata'n.)Masjid Me Huwe ZakhmiJab Sheray Khuda HayderDete thay Sada usdam-Jibrill (a.s) ye Ro Ro KarBe Jurm-o-Khata Sajde MayHay Tege Jafa Sajde MayAawaz Ko Sunkar Hi-2Thay Muko Jigar BabaKeu khun me tar hay Sar - Baba ay mere Baba(Bachcho ko Jama-karke Kaha-Sher-e-Khuda NeAb Jald hi hay Kuch Der -Mera Dare Fana Se.)Ik ik se wasiyat phir-karne lage uqda kusha Na Anch Zara ayemehfooz ho deen e khudaMakhlook e khuda par Ehsan,Karna hai tumhi ko har aa'nRote hain Hasan keh kar-2Baba aye mere babaKeu khun me tar hay Sar - Baba ay mere Baba(Ekkiswi ramzan hai - ik hashr sa hai barpa Uthne ko janaza hai ab shere Dilawar ka)Maghmoom hui zainab-baba ki judai meRoti hain tadapti hain-baba ki judai meYaad aata hai jab AzamHota hai bapa matamTalib ne padha noha-2Karne lage sab giriyaKeu khun me tar hay Sar - Baba ay mere Baba

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.