Allah.. Allah.. Allah...(6)La hawla wala quwwata illa billah..(4)Mai aur karu..mai aur karu dushmane haider ki sanaaLa hawla wala quwwata illa billah..(4)Daulat ke liye phir gaye haqq se aksar..(2)tum dushmane shabbir ho laanat tumparhurr shaam ke lashkar se ye kehkar niklaLa hawla wala quwwata illa billah..(2)Haider ki wilayat pe jo shak karta hai..(2)Eeman hai mera ke wo jab marta haipadhti hai ajal dekhke uska chehraLa hawla wala quwwata illa billah..(2)Aale abu sufiyan se hamdardi hai..(2)aye duniya adawat ki bhi hadd hoti haikafir abu talib hai to islam hai kyaLa hawla wala quwwata illa billah..(2)Tu meri kahi baat pe shak karta hai..(2)Allah ke bande ko khuda kehta haiYe kehke..(2)ye kehke nusairi ko ali ne maaraLa hawla wala quwwata illa billah..(2)Eeman o aqeede ki durusti kar le..(2)Hai shakl buri baat to acchi kar lekehta hai Mohammad ko tu apne jaisaLa hawla wala quwwata illa billah..(2)Takrane lagi..(2)Takrane lagi koofe se faujein jaakesheh ne kiye is tarha se 17 hamlehar hamle pe kehta raha ibn e zahraLa hawla wala quwwata illa billah..(2)Mat ye kaho iblees ke jaise honge..(2)socho to zara log wo kaise hongeiblees jinhe dekhke padhta hogaLa hawla wala quwwata illa billah..(2)Bachna....Bachna aye takallum ye maraz hai moozi..(2)hai saamne aankho ke misaale kitnishaitan bana deta hai shohrat ka nashaLa hawla wala quwwata illa billah..(4)
La hawla wala quwwata illa billah
Mir Hasan Mir · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.