laasha jari ka qaimay may laaya na ja sakapyason ki tashnagi ko bujhaya na ja sakasheh bolay bhai humse khafa hogaye ho kyadekho hamari simt hilao to lab zarakyun bhai kehke humko bhulaya na ja sakalaasha jari ka....zaanu pe sar rakhay hue rotay rahe imamghazi tadap ke bolay fida aap par ghulamkidmat ka haq bhi hum se chukaya na ja sakalaasha jari ka....zakhmi meri sakina ka mashkeeza hogayamaula ab iske baad mai jee kar karunga kyaafsos haye waada nibhaya na ja sakalaasha jari ka....qaimay ki simt jaane ki baakhi rahi na taabsheh bolay doonga ky mai sakina ko ab jawabghazi nahi ye raaz chupaya na ja sakalaasha jari ka....baazu kata ke nehr pe abbas sogayemaula hussain dasht may be-aas hogayebhai ko haale dil bhi sunaya na ja sakalaasha jari ka....jeeti hai jung kisne bata dashte nainawakiska tawaf karti hai khud nehre alqamaqabza samar jari se chudaya na ja sakalaasha jari ka....
Laasha Jari Ka
Syed Raza Abbas Zaidi · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.