labbaik ya husain.(4)ya ali ya ali ya ali ya ali madadlabbaik ya husainya ali ya ali ya ali ya ali madadDono ki ek tegh se ham ko mili rasad..ya aliya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)1. Har ghum se door rakhta hai bus hum ko sheh ka ghumtaqat agar hai lafzo metalwar hai qalam..(2)kitni balandiyo pe haiabbas ka alam..(2)ehle aza ka aaj bhi ucha hai jisse qadya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)2. Dil me hai ya husain labo par hai ya alihai ya ali madad se larazte ye khaibarilabbaik ya husain se kab bach saka koikab bach saka koi..(2)aae yazeed koi bhi aajae abdawadya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)3. Koi yazeed khatm nahi kar saka hameis ya ali madad ne diya hausla hamediya hausla hame..(2)labbaik ya husain nezinda rakha hame..(2)zinda hai jisse aaj bhi islam ka jasadya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)4. Maulai hum hai maut se darte nahi hai humbay'at kisi yazeed ki karte nahi hai humkarte nahi hai hum..(2)hum qatl ho bhi jae to marte nahi hai hummarte nahi hai hum..(2)taboot dang rehgaya hairan hai khiradya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)5. Zalim ka sirf zulm hi sehte nahi rahoapna difa karna bhi wajib hai dostoutho husainiyo zara himmat se kaam lohimmat se kaam lo..(2)ab inteqam lenge ke ye aakhri hai haddlabbaik ya husain..(3)labbaik ya husain ya ali madad..(2)6. Ghum bhi khushi se sehte hai labbaik ya husainaansu lahu ke behte hai labbaik ya husainlaashe uthake kehte hai labbaik ya husainlabbaik ya husain..(2)deedar hai ali ka mili hai hume lahadya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)7. Bibi ke kaam karne hai himmat badhaiyeakhir imam e asr ko ab to bulaiyeab to bulaiye..(2)mushkil bohot hai roza e zainab bachaiyeroza bachaiye..(2)zalim qadam badhaye na ye akhri hai haddya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)8. Jaari hai ab bhi karbala labbaik ya husainnaara hai inteqaam ka labbaik ya husainlabbaik ya husain..(2)ghaibat ka parda uth gaya labbaik ya husainlabbaik ya husain..(2)utho imam e asr ki..utho imam e asr ki ab tum karo madadya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)9. Ankho se sheh ke khoo hai rawa ya ali madadseene se khaichte hai sina ya ali madaduth ti nahi hai lashe jawa ya ali madadhai dekhta husain ko..(2) allah as samadya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)10. Hai baat jab qamar ke ujalo ki zain honasir imam ke dil e zehra ke chayn hozahra ke chayn ho..(2)qirdaar me ali ho amal me husain hoamal me husain ho..(2)raazi khuda ho hamse to raazi hamare jaddya ali ya ali ya ali madad, ya ali madadlabbaik ya husain ya ali madadlabbaik ya husain..(2)labbaik ya husain ya ali madad..(2)
Labbaik ya husain
Shadman Raza · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.