Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Labbayk ya imam

Nadeem Sarwar · 1995

Aaiye ab Baarwen Imaam....Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aaiye ab Baarwen Imaam....Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Kijiyee Zahur yaa ImaamLabbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aaiye ab Baarwen Imaam....Kijiyee Zahur yaa ImaamLabbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aaiye ab Baarwen Imaam....Keh rahi hai zulm-o-jabarki Muhib AandhiyaanGir rahi hai Moaminon keQalb-o-jaa(n) pe bijliyaanUth rahi hai dine Mustufa kiSimt UngliyanHujjat-e-Khudaa hai aap jee ko dijiye amaanHar kadam pe ab to ek [karbalaa hai yaa Imaam] ×2[Kijiye Zahur yaa Imaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaem...Aaiye ab Baarwen Imaam....Har baras areezay mauj ke supurd kar chukeZakhm-e-intezaar se jigar hamaare bhar chukeKitne log ji rahe hain kitne log mar chukeWaqt ke tamaam raston se ham guzar chukeLab pe aap ke Zahur ki[Dua hai yaa Imaam] ×2[Kijiyee Zahur yaa lmaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaem...Aaiye ab Baarwen Imaam....Chawdaa so baras se zulm seh rahe hai yaa ImaamRaaz-e- Karbalaa har ek se keh rahe hain yaa ImaamSheh ke gam me Ashk ab bhi beh rahe hai yaa ImaamZulm ke muqaable pe dat gaye hai yaa ImaamAap ka Jo dil ko ek[Hauslaa hai yaa Imaam] ×2[Kijiyee Zahur yaa Imaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aaiye ab Baarwen Imaam....Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Jad hai aap ke Ali Ali hai shere kibriyaaSirate Batul kya hai Aap kaa hai madrasaDars-e-Sabr Aap ne Husain hi se hai liyaKhatemaa karenge aa ke zulm-o-jabr kaaSaath aap ke duwaaen [Sayyadaa hai yaa lmaam] ×2[Kijiyee Zahur yaa Imaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aaiye ab Baarwen Imaam....Jis ko gaib par yakin nahi jise woh munkire Khuda haiJis ko gaib par yakin wohin padhegaa laa ElaahLaa Illah padh ke ho gayaa Rasul AshnaaJo Rasule Aashnaa hai woh mohib hai AapkaaYeh nabi ka our Khudaa kaa[Faislaa hai yaa Imaam] ×2[Kijiyee Zahur yaa Imaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa lmaam...Aaiye ab Baarwen Imaam....Ek do nahi kahi jawaan shahid ho gayeKarbalaa e Asr me Sitam mazid ho gayeZulm ke tamaam silsile shadid ho gayePairawe Yazid aaj khud yazid ho gayeAapka Husainiyon ko[Aasraa hai yaa Imaam] ×2[Kijiyee Zahur yaa Imaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aalye ab Baarwen Imaam....Maaon ne pisar behen ne bhai nazar kar diyeBacche bhi yatim huwe Shuhaag bhi ujad gayeBaap ne game Husain me lahu jigar kiyeJaari aaj bhi hai majlis-e-aza ke silsileAaiye ke panjetan kaa [Wastaa hai yaa Imaam] ×2[Kijiyee Zahur yaa Imaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aaiye ab Baarwen Imaam....Laash Jab Husain ne uthayi thi Jawaan kiKabr jab banayi thi sagire be zubaan kiAankh nam huwi thi Jab zamin-o-Aasmaan kiYaad hai wohi gari Husaini Imtehan kiApna gam isi sabab [Bhulaa diya hai yaa Imaam] ×2[Kijiyee Zahur yaa Imaam] ×2Labbaik Labbaik Labbaik Yaa Imaam...Aaiye ab Baarwen imaam....Assalaamo alaika ya sahibul asre waz zamaanAl amaam al amaan al amaan min fitnatil ZamaanAssalaamo alaika ya khalifatar RahmanAssalaamo Alaika ya Imaamal Inse wal jaanAssalaamo Alaika ya Sharikal Qur'anAjjalallaho Ta'aala FarajakWa sharallaho MakhrajakWa Zahurakwa rahmatullahe wa barakaatuh

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.