Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Lanat Bar Dushmane Zahra

Meesum Abbas · 2020

Allahumma Laan Qatalata Fatema Zahra (s.a)Lanat Bar Dushmane Nabi, Lanat Bar Dushmane Ali, Lanat Bar Dushmane Zahra!Ya Sayyeda ...4Laanat Bar Dushmane Zehra1. Ay Ahle aza aao suno ghum ka ye qissa,Jis beti ko keh-te the Nabi Umme AbihaUmmat ne usse bad-e-Nabi khoob rulayaDarbar me makhdooma e alam ko bulayaAaj talak roti hai duniya, haan badi mazloom he ZahraLaanat..... 42. Kya ajr e risalat ye Muhammad (s) ko mila heUs ghar ko jala dala, jahan deen pala heShehzadi pe jalta huwa darwaza gira heAy momino sar peeto ye gham sab se bada heGhurbat e Haidar ka khulaasa, haan badi mazloom he ZahraLaanat..... 43. Socho toh Musalmano sitam aysa huwa kyunShehzadi ko darbaar me bulwaya gaya kyunSiddiqa e konain ko jhutlaya gaya kyun"Mai jhoot nahi bolti" ye kehna para kyunDil ye tumhara bhi kahe ga, haan badi mazloom he ZahraLaanat..... 4Laanat Be Dushmane Ali...44. Tareekh me mil ta he qayamat ka ye manzarJab ghusl o kafan dene lage Zahra ko HaidarJis waqt nazar aya unhe pehlu shikastaEk cheekh uthi zor se rone lage Maula,Nauha he ye sher e khuda ka, haan badi mazloom he ZahraLaanat..... 4Be Fatemata...45. Is gham ke tasawwur se laraz-ta he mera dilJo log muslaman the sab ho gaye baatilNaam unke tabarre me kiya kar ta hun shamilMohsin ke bhi qatil hein woh, Zahra ke bhi qatilHashr talak me toh kahunga, haan badi mazloom he ZahraLaanat..... 46. Baad e paighambar e Islam raha kuch bhi nahiUs ki taqdeer me matam ke siwa kuch bhi nahiMa siwa dard ke, daman me raha kuch bhi nahiHaye kyun binte Nabi, ye sitam seh ti rahiJab ke darwaza gira, keel baazu me chubhiSilsila barh ta gaya, bass gayi KarbobalaChal gayi Shah pe churi, aa gayi sham e jafaLaanat..... 47. Ek roz me Zahra ka bhara ghar huwa barbaadMardon me faqat zinda bache Baqar o SajjadSab qaidi bane Shaam chale, maai’le faryaadDarbar me zalim ke gayi Zainab e nashaadKehti rahi saaniye Zahra, haan badi mazloom he ZahraLaanat..... 48. Mismaar baqayyah me huwa marqad e ZahraIs gham me likha Mazhar o Mesum ne ye NauhaAb baarwey Sarkaar banayenge woh rozaPhir hoga wahan dushman e Zahra pe tabarraGoonje faza'on me ye nauha, haan badi  mazloom he ZahraLaanat..... 4Qatilaan e Zahra pe laanat, laanatShimr o Hurmala pe laanat, laanatDushman e aza par laanat, laanatDushman e wila par laanat, laanatLaanat bar Hinda jigar-khwaar         Beshumaar...BeshumaarLanat bar  Muljim e bad-kaar           Beshumaar...BeshumaarLanat bar Yazeed e mai-khwaar       Beshumaar...BeshumaarLanat bar dushman e Mukhtaar       Beshumaar...Beshumaar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.