Hussain(A.S.)Hussain(A.S.)Labbaik Ya Hussain(A.S.)Labbaik Ya Hussain(A.S.)Hussain(A.S.) Hussain(A.S.) Hussain(A.S.) Ya Mola(A.S.)Abad Walla Ya Zahra(S.A.) Maa Ninsa Hussaina(A.S.)Abad Walla Ya Zahra(S.A.) Maa Ninsa Hussaina(A.S.)Abad Walla Ya Zahra(S.A.) Maa Ninsa Hussaina(A.S.)Ya Allah(J.J.)Ya Allah(J.J.)Ziyarat Qubool Insha-Allah ZawwarHussain(A.S.)Hussain(A.S.)Hussain(A.S.)Karbala Say Anay Janay Wali Ay HawaTujh Main Bas Gaye Hai Booy Arz-E-KarbalaSubhu Shaam Kar Raha Hun Main Yeh IltejaMujh Ko Bhi Le Chalay HawaKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Mudato Say Ro Rahay Hain NainDekh Lun Main Roza E Hussain(A.S.)Choom Loo Main Arz E KarbalaBe Karar Dil Ko Ay ChainDil Yeh Be Karar HaiAankh Ashk Bar HaiAbbas(A.S.) De Mujhe SadaKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Seh Chuka Hoon Tang DastiyaZindagi Ki Saari SakhtiyaMaine Zaireen Kay Shouk MainKhaay Hain Namak Say RootiyaAb Yeh Din Dikha MujheRozay Pay Bula MujhePoora Ho Khuwab Ab MeraKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Mujh Ko Bhi Lay Chalay HawaKarbalaKarbala Karbala KarbalaKitne Log Aisay Hain MileJo Kabhi Na Karbala GayAatay Jatay Qaaflo Ko WohBaybasi Say Dekhte RahayZairoo Main Ho ShumaarSub Hussaini PursadarAisa Koi Raasta BanaKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Ba Payada Ishq Ka SafarJo Na Kar Sakay Woh Noha GarApne Mulk Apne Shahar MainChal Dye Hain Shahraha ParIshq Or Khuloos MainJaengay Juloos MainHo Karam Ki Ek Nazar ZaraKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Mujh Ko Bhi Lay Chalay HawaKarbalaKarbala Karbala KarbalaHai Nazar Soohe HaramBarhay Chalo Qadam QadamBarhay Chalo Qadam QadamLekay Haath Main AlamBarhay Chalo Qadam QadamBarhay Chalo Qadam QadamYeh Mashee Hai MohtaramBarhay Chalo Qadam QadamTan Pay Hai Libase GhumBarhay Chalo Qadam QadamYa Hussain(A.S.) Dum Ba DumKehte Ja Rahay Hain HumHum Ko Ishq Le Kay JaygaKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Khaadmeen Ko SalamYeh Haseen IntezamHar Qadam Sabeel Or TuaamHussain(A.S.) Ya Hussain(A.S.)Bachay Burahy Or JawaanMaain Behne BetiyaDin Safar Main Raat Main QayaamHussain(A.S.) Ya Hussain(A.S.)Chalte Chalte Thak GayTo Khaadmeen AgayPal Main Mil Gayee ShifaaJo Chalay Paao Main ParheShamil E Safar Hai Woh BhiJis Kay Pair Hi NahiKarbala Pohach Kay Paonga ShifaYeh Hai YaqeenZairoo Kay Qaaflay Main Waqt Ka ImamSaath Saath Chal Rahay Hain Aaqa Or GhulaamSar Pay Khaak E KarbalaMoon Pay Khaake KarbalaLo Agaya Hai QaaflaKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Zaireen Noha Khuwan HainDo Haram Kay Darmiyan HainMukhtasir Si Arz E KarbalaOr Carodo Aashiqaan HainAbr Ban Kay Cha GayKis Tarha Samaa GayAaj Bhi Zinda MoajizaKarbalaKarbala Karbala KarbalaKarbala Karbala Karbala Hussain(A.S.) Hussain(A.S.)Assalamu Alal Hussain(A.S.)Wa Aala Ali(A.S.) Ibnil Hussain(A.S.)Wa Aala Aulaadil Hussain(A.S.)Wa Aala Ashaabil Hussain(A.S.)Hussain(A.S.) Un Hussain(A.S.) Un Hussain(A.S.) Un Hussain(A.S.)Hussain(A.S.) Un Hussain(A.S.) Un Hussain(A.S.) Un Hussain(A.S.)Hussain(A.S.) Labbaik Labbaik Hussain(A.S.) Labbaik LabbaikHussain(A.S.) Labbaik Labbaik Hussain(A.S.) Labbaik LabbaikKehte Hain Tere Ishq Main Har Waqt AzadarDil Teri Mohabbat Main Azal Say Hai GiriftarHussain(A.S.) Labbaik Labbaik Hussain(A.S.) Labbaik LabbaikJannat Kay Nahi Hum Hain Tere Ghum Kay TalabgarHai Khooni Qaba Mahwe Buka Yeh Tere GhumkhuwarHussain(A.S.) Labbaik Labbaik Hussain(A.S.) Labbaik LabbaikYeh Seena Zani Aaho Buka Tere Lye HaiYeh Majlis O Matam Yeh Aza Tere Lye HaiHussain(A.S.) Labbaik Labbaik Hussain(A.S.) Labbaik LabbaikFarhan Ki Mazhar Ki Sada Tere Lye HaiHum Nay Jo Parha Jo Bhi Likha Tere Lye HaiHussain(A.S.) Labbaik Labbaik Hussain(A.S.) Labbaik LabbaikHussain(A.S.) Labbaik Labbaik Hussain(A.S.) Labbaik Labbaik
Lay chal hawa karbala
Farhan · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.