Leke maula ka naam zainab kalikh raha hu kalam zainab kaSub pe wajib hai saath zahra kekarna bas ehteram zainab kaFarsh e majlis hussain maula kihai ye sub intezaam zainab kaAmbiyao'n se hur ye kehne lagamujhko aaya salam zainab kaMashwera deti hai imamo koallah allah maqam zainab kaNaaz tujhko bhi hoga kismat petu bhi banja ghulam zainab kaKaa'np utthega qalb batil kasunke zor e kalam zainab kaSar se chadar na hatne paye kabhisunlo behno payam zainab kaPadhta rehta hu mai qasida zaheerraat din subho sham zainab ka
Leke maula ka naam zainab ka
Abidi Haider Abidi · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.