Ley chalo babaHaay jab madine sey chala kafla karbobala. Tha ye sughra ke labo par nawha[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×3Apne hamraah suwe karbobala[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Apki yaad me roro ke mei marjawungi. Baba akbar ki kasam chain nahi pawungi. Meri saso ka bharosa na raha[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Kaflay walo ko pani bhi pilawungi mai. Apni aghosh me asghar ko sulawungi mai. Baba ye apse wadaa hei mera[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Mere kano me jo awaaz azaan ayengi. Mere akbar ki muje yaad bohot ayengi. Bhayi ki yaad na ban jaye qazaa.[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Kaise akbar ke bina eid guzarungi mai. Kabhi tumko kabhi amu ko pukaryngi mai. Jab koi paas na honga baba[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Hupur garm hawa hongi safar me dekho. Apne aachal me chupalungi ali asghar ko. Yu na asghar ko karo mujse judaa[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Khwab akbar ki urusi ke bohot dekhe the. Khaak hojayenge ay baba sab armaan mere. Dil yahi soch ke rota hai mera[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Chacha abbas aur sakina phuphi zainab se. Akhri baar mila do muje baba sabse. Phir ye bimar nahi dengi sadaa[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Bhayya abid ko dawaa roz pilawungi mai. Unki raho me nigaaho ko bichawungi mei. Tum kanizo ki tarha behr khudaa[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Acha mehmil me muje tumna bithaana baba. Tum muje raah me peydal hi chalaana baba. Na karungi me shikayat na gilaa.[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Maine manaa ke nahi kaam mera manzar mei. Baba itna to batado ke akele ghar mei. Zindaa rehpayengi sughra tanha[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2Apne ham rahe suwe karbobala[Ley chalo baba, muje ley chalo baba] ×2
Ley chalo baba
Irfan Haider · 2003
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.