YE KIS NE SITAM AAL PAYAMBER PE HAI DHAYAPHIR QAID E SITAMGAAR ME KAZIM KO SATAYAPHIR GHAR SE MOHAMMAD KE HAI UTHANE KO JANAZAPHIR FATIMA ZAHRA KO LAHOO KIS NE RULAYA liptaa hua ZanjeerooN meiN laasha haii tumhaara yooN qarzz risaalat ka haii ummat ne utaarakyaa waaqeya zindaan meiN gam naak hua haiihaaN zeher ki shiddat sey jigar chaak huaa haiiaye bintey Nabi dijiiyee kaazum as ko sahaara kuch aale mohammad ka bhii ehsaas nahii haiitanhaii ka aalam haii koii paas nahii haiiis aalam e* gurbat pe jahaaN rota hai saaraaphir naale zamaane ney suney shams o qamar keyphir tasht mein kat kat ke gireyy tukdeyy jigar keymasooma ko ummat ne rulaaya hai dobaaramazloomii kii hoontooN pey bhi nohaa nazar aayaazanjeerooN mein jakdaa huaa laasha nazar aaya kaandhey se jo mazdorooN ney taboot utaaraakyooN gam na kareey aap ka hum aye shay digeerkya kam ye rooney ko, badan khaa gayii zanjeerkya waqt qathin aap ney zindaaN mein guzaara laashey pe nazar padtey hi ayy jaan e madeenayaad aagaii be saakhta mazloom sakina sa wo jisko sitamgaarooN ne zindaan meiN maarajab zikr koii karta hai zanjeerooN ka teriiyaad aata hai ek aur hamein shaam ka qaidi jo daag liye tauq ka duniya se sidhaaragham moosiye kazim as ka hai , aaraam kaha haiihar simtt hai maatam ki sadaa shor e fugaaH haiihaii taziyaa khaanooN meiN qayamat ka nazaarahAaey haii Faseel Aaj shah e * Toos ke dar parro ro ke ye kehtey haiiN sabhi apkey nokar Ya Mola Raza as lijiye pursaa bhii hamaara
Lipta hua ZanjeeroN mai lasha hai tumhara
Rizwan Rizvi · 1445
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.