Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Loot gaya mazloom ka ghar

Imran Mehdi · 2020

HAAYE HUSSAIN...HAAYE HUSSAIN...(2)Kat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye1) Bandh gai zainab ke hatho me rasan..(2)Khul gaya kulsoom ka sar haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye2) Ek sina par hai sare sibte nabi...(2)Ek pe zainab ki chadar haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye3) Aaiye imdad ko baba ali...(2)Betiyaa'n kehti hai rokar haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye4) Cheenkar bali sakina se shaqi...(2)Le gaya kaano se gauhar haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye5) Jisko kaandho pe uthate the nabi...(2)Sar utha uska sina par haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye6) Wo jo dete hain zamane ko amaa'n...(2)Phir rahe hai aaj dar dar haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye7) Aag khaimo ko lagayi is tarah..(2)Jal gaya aabid ka bistar haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye8) Aye "RAZA" jab shah pe khanjar chala..(2)Dekhti thi maa ye manzar haaye haaye...Loot gaya mazloom ka ghar haaye haayeKat gaya shabbir ka sar haaye haayeLoot gaya mazloom ka ghar haaye haaye

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.