Tune mujhay[Hussain marhaba] ×4Karbala ki shaam haiasr ka hangaam haihussain(a.s) zuljanah per sawaar hailarh raha hai teen shaboroz ka pyasaHathfe ghaibi ki yeh gunji sadaya ayatuhan nafsul mutmainnah irja'ee ila rabekLot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Ghar se chala tu isi imaan perAanch nahi ayegi quran perQarz tera khun hai insan perHogi khushi tujh ko yahi jaan karTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Teen shabo roz tu pyasa rahaLashon pay lashay bhi uthata rahaSabr k johar bhi dekhata rahaShukr mera lab pay saja ta rahaTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Doob gaya nehar may beyat ka naamTeri shujahat pay karonga kalaamTunay kia hur ko (a.s)Ku na kaho fakhr say ay teshnakamTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Apnay bharay ghar ko luta kar hussain(a.s)Lashay akbar(a.s) ko utha kar hussain(a.s)Lasho say maqtal ko saja kar hussain(a.s)Waday tifni ko nibha kar hussain(a.s)Tu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Moot pay to dasht may aisay giraMoot k mathey pay pasena milaKehtay hai sub olya sub ambyaJo na koi kar saka tu nay kiaTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Tu nay sitamgaro ok ruswa kiaPerchamay islam ko uncha kiaZulm saha sabr ka sajda kiaJo kisi insan nay aisa kiaTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Tu meray quran ki tafseer haiTu hi meray deen ki taqdeer haiKarbobala khuld ki tasveer haiMeri riza ab teri jaageer haiTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Jo bhi gaya dasht may bay sir hwaKhoon may ghazi(a.s) ka alam tar hwaKis tarhan barbaad tera ghar hwaQatl teray haathon pay asghar(a.s) hwaTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Moot nay manga tha fakat aik sirTu nay dye us ko bahatar magarNuktay ba sirf hai tera padarManye zibhay azeem mamat pisarTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Teri madad ke lye ay they subZehra(s.a) thi hum rahay amer-e-arabJafar-e-jin ay they behray adabReh gay khamoosh magar teray labTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Roti rahi zainab-e-(s.a)nashad bhiTeri sakina(s.a) teray sajjad(a.s) bhiTeri tarhan thi teri aulaad bhiKartay rahay shukr bhi faryad bhiTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Or kahay "mazhar-o-farhan" kiaTeray bina fikr kia imaan kiaDeen kia tauheed kai quran kiaTeray lye kehta hai subhan kiaTu nay mujhay jeet liya ya hussain(a.s)Lot aa lot aa nafse mutmainna (ya hussain(a.s)) x3Qutelal hussain(a.s)-o-be karbalaZibhal hussain(a.s)-o-be karbalaKarbalaKarbalaKarbala
Lot aa lot aa nafse mutmainna
Farhan · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.