Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Maa Dekh Rahi Hai

Kazmi Brothers · 2023

Cheh mah ka mujahid sue maaidaan chala haiMaa dekh rahi haiChehra bada nazuk hai badi garm hawa haiMaa dekh rahi haiCheh mah ka mujahid sue maidaan chala haiMaa dekh rahi haiZalim tujhe iss baat ka ehsaas nahi haiCheh maah ka bacha hai yeh abbas nahi haiKamsin ali asghar se tera teer bada haiMaa dekh tahi haiCheh maah ka mujahid...Ay behn tere samne baba k hain haalatAb shaame ghareebaa ko hi hoti hai mulaqatMud mud k sakina ki taraf dekh raha haiMaa dekh rahi haiCheh mah ka mujahid...Hurmal ne kamaa khenchi toh larzi yeh zamee haiThe saamne khayyaam tabhi ussko yaqee haiParda badi bechaini se khaime ka hata haiMaa dekh rahi haiCheh mah ka mujahid...Allaa mere allaa yeh duhaai hai duhaaiUmmat ne sayyada ki yun luti hai kamaiEk behn ne bhai ka lahu muh pe mala haiMaa dekh rahi hai..Cheh mah ka mujahid...Socha tha k jee legi woh yaado k sahareUmmat ne jala daale hai armaan bhi saareAsghar tera jhoola tera kurta bhi jala haiMaa dekh rahi haiCheh mah ka mujahid...Hai hajra yaqub o barahim k khamsarSar chand se bete ka chadha nauke sina parPabande rasan phul si beti ka gala haiMaa dekh rahi haiCheh mah ka mujahid...Imran mujhe quwwate tehreer nahi haiKaise main likhu teer k yeh teer nahi haiAsghar ki taraf chal padhi tezi se qaza haiMaa dekh rahi haiCheh mah ka mujahid...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.