Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Maa Fatima

Shadman Raza · 2021

Maa Fatima..Ya fatima yeh rizq hai jitna mere ghar mein..(2)sab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)1. Roshan hai diya jashn e wila ka mere ghar mein..(2)hai roshni..(2), suraj se ziyada mere ghar meinsab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)2. Utra hai koi noori qabila mere ghar mein..(2)har samt hai..(2), jannat ka nazara mere ghar meinsab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)3. Hai nasb alam hazrat e abbas ka chhat par..(2)dakhil nahi..(2), hosakta andhera mere ghar meinsab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)4. Hai aaj mere ghar pe fida arsh ka har ghar..(2)aaya hai..(2), Mohammad ka gharana mere ghar mein\sab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)5. Mushkil ko kaha naade ali padhke yeh maine..(2)dobara..(2), palat kar nahi aana mere ghar meinsab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)6. Hai ne'matein jitni bhi wo hai bakhshish e Zahra..(2)wallah nahi..(2), kuch bhi to mera mere ghar meinsab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)7. Aye bint e payambar tere har ek udoo par..(2)hota hai..(2), shabo roz tabarra mere ghar meinsab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)8. Sab shadmaa'n hai aaj sohail ehle mawaddat..(2)maujood hai..(2), khud Fatima Zahra mere ghar meinsab aapke bacho'n ka hai sadqa mere ghar meinYa Tahira, Ya Marziya, Ya Fatima..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.