Ghode se jab zameen pe girne lage HussainDekha ke bal khole huwe hain ro rahi hain maaThaheri nigah jab tute huwe pehlu pe jab bachpan ki yaad aa gayiBole shahe zaman ki maaMaa main pyaasa hoon maaNaazon ka pala hoon maaMaa main pyaasa hoon maa (2)Naizon se chalni mera badan hainMera lahoo hi mera kafan hain....x2Khoon me duba hoon maaMaa main...Naazon. ....Maa main pyaasa hoon maa...x2Ab saamne hain maut ki raah hainGodi me lelo faila do bane ....x2Ghode se girta hoon maaMaa main...Naazon....Maa main pyaasa hoon maa...x2Dariya pe hain mere Gazi ka lashaChalni hain barchi se Akbar ka sina..x2Kitna akela hoon maaMaa main ...Naazon...Maa main pyaasa hoon maa....x2Dekho zara yeh naize yeh bhaleWaakif nahi hain kya barchiyon wale....x2Kiska nawasa hoon maaMaa main...Naazon...Maa main pyaasa hoon maa....x2Yaad hain mujhko teri kahaniAb marsiya hain meri kahani...x2Dard ka kissa hoon maaMaa main....Naazon..Maa main pyaasa hoon maa.....x2Khoon rulayegi teri azayeinKhanjar ke neeche dunga duayein...x2Aapka beta hoon maaMaa main...Naazon...Maa main pyaasa hoon maa...x2Sadmo pe sadme uthaye hain maineLashon pe laashe uthaye hain Maine...x2Zakhmon se tuta hoon maaMaa main....Naazon ...Maa main pyaasa hoon maa....x2Khushk hain gardan kund hain khanjarDekhogi kaise qatl ka manzar....x2Sajde me jata hoon maaMaa main ...Naazon....Maa main pyaasa hoon maa....x2Tumhi kaho kaise sajda karu mainPura woh bachpan ka wada karu main....x2Teeron pe thaira hoon maaMaa main...Naazon...Maa main pyaasa hoon maa....x2Sar cham re gam ka yuhi badhegaNayyar likhega Aamir padhega...x2Main aisa nauha hoon maaMaa main...Naazon....Maa main pyaasa hoon maa....x4
Maa mai pyaasa hu
Ameer Hassan Amir · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.