Haay BabaMaar Gaya BabaBabaMaar Gaya Baba Teri Zainab KoAbbas Ka Marna Maar Gaya - 2Bin Baazu Ke, Bin Baazu Ke Wo Ghazi KaGhoday Se Girna Maar Gaya,Maar Gaya Baba Teri Zainab KoAbbas Ka Marna Maar Gaya - 21. Jab Khayme Mein Aaye Shahe UmamHaathon Mein Tha Bas Ghazi Ka Alam,Abbas Nahin, Abbas Nahin Ab AayegaBhai Ka Yeh Kehna Maar Gaya2. Main Sher Ke Jaise Bhai KaPehchaan Nahin Paayi LaashaQasim Ki Tarah, Qasim Ki Tarah Se Ghazi KaTukdon Mein Bikharna Maar Gaya3. Jab Aankh Se Teer Nikaala Tha,Main Dekh Rahi Thi Khayme SeMere Ghazi Ka, Mere Ghazi Ka Khoon Sarwar KeHaathon Se Tapakna Maar Gaya4. Haay Baba Haay BabaYeh Shaam Ke Zalim To Apne Ghodon Ko PilaateHain Paani, Haay BabaYeh Shaam Ke Zalim To Apne Ghodon Ko PilaatePaaniHaathon Mein Liye, Haathon Mein Liye Khaali QuzeBachon Ka Bilakhna Maar Gaya5. Jab Se Yeh Suna Hai Ke PyasaSakka-E-Sakina Maara Gaya, Sakka-E-Sakina Maara GayaAb Paani Nahin, Ab Paani Nahin Mil PaayegaAsgar Ka Samajhna Maar Gaya6. Zalim Ne Chadhaya Tha Ran MeinJis Neze Par Abbas Ka SarUs Neze Se, Us Neze Se Baba MeriChadar Ka Utarna Maar Gaya7. Rahwar Pe Hokar Bhi JiskeKhat Paaon Zameen Par Khenchte The,Us Bhai Ka, Us Bhai Ka Asgar JaiseTurbat Mein Simatna Maar Gaya8. Maqtal Mein Bohot Dhoonda UsneNasha Na Mila, Do Haath MileUn Haathon Se, Un Haathon Se Meri Bachi KaRoro Ke Lipatna Maar Gaya9. Zeeshan Kaha Yeh Zainab NeJab Sheh Pe Chali, Tera(13) ZarbeGhazi Ko Sadaaye, Ghazi Ko Sadaaye DedekarBhai Ka Tadapna Maar Gaya
Maar gaya baba
Shahid Baltistani · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.