Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Madad kare ya Fatima (s.a)

Syed Raza Abbas Zaidi · 2024

madad karen madad karenAli ke haq ka vaastaa hai bibi Fatima (s.a)kisay sunaein haal-e dil hamara kon hai yahanbas aapka hai aasra Kareem karbalaa ki maaChhuda lo gham se ab hameintumhara naam Fatima (s.a) he hai bibi Fatima (s.a)dar-e Hussain dekhlu bohat udaas hai nazarNajaf se karbalaa hamein bulale arbaeen parlabon pay ya hussain haihamaray dil mein karbalaa hai bibi Fatima (s.a)hai jab se qaid me pisar adhoora lag raha hai gharis intezaar mein hai maa kab aayega mera pasarrihayi ki khabar mileyaseer jo bhi be khata hai bibi Fatima (s.a)ae sayeda hai aapko Hasan Hussain ki qasamjo khaali godiyan hain ab yeh unn pay kijiye karamataa ho waarise Azaalabon pay bas yahi dua hai bibi Fatima (s.a)mareez lailaaj ko dikhaeye yeh moujezabe haqqe Abide hazeen ataa karen ussay Shifaae Razia ae Merziatumharay haath mein Shifa hai bibi Fatima (s.a)Bichaunga mai kab talak safe Azaa yahan wahanmujhe woh ghar ataa karen bapaa hon majlise jahanhon ghar mein apke qadamyeh har ghareeb chahta he bibi Fatima (s.a)zahoor ho Imam ka banayen aapka haramhe maatami ki arzoo bichay wahan bhi farsh-e ghamshakista qabar dekhkarhamara dil tadap raha he bibi Fatima (s.a)tootay hue dilon ka bas ek aasra hain aapjisko Ali pukaarain wohi Fatima (s.a) hain aapmushkil kusha ke wastay mushkil kusha hain aapzeeshan aur Raza ke labon ki sada hain aapdil hai udaas hum hain pareshan Fatima (s.a)mushkil hamari kijiyej aasaan Fatima (s.a)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.