Uthi hai noor ki noori ghataein ghaibat setamaam ehle azaa lau lagaye ghaibat sesune baghaur to mehsoos aisa hota haike aa rahi hai musalsal sadaein ghaibat seazaa ki deep jalao mai aane wala hu'nmai aane wala hu'ngham e hussain manao..(2)mai aane wala hu'nazaa ki deep jalao mai aane wala hu'nMai jaanta hu ke niyyat mein ek hai dononamazi aur azadaar ek hai donobas ab ye farq mitao..(2)mai aane wala hu'nRasool pesh karenge waha'n qaseeda nayawahee'n pe hoga bapa jashn mere dada kaqadam najaf ko badhao..(2)mai aane wala hu'nTumhare dil mein hamari wilaa makeen nahiareeza likhte ho lekin tumhe yaqeen nahiyaqeen karlo ye jaao..(2)mai aane wala hu'nFuru e deen se hargiz karo na bezaariharam mein karke namaz o azaa ki tayyariazaa ye sabko sunao..(2)mai aane wala hu'nNa hone paye kabhi dil se kam hussain ka ghumhai meri fauj ka parcham mere chacha ka alamalam gharo'n mein sajao..(2)mai aane wala hu'nMai apna dard karu kis tarha tum pe ayaa'nmeri nigaaho'n mein phirti hai har shaheed ki maause bhi jaake batao..(2)mai aane wala hu'nYe mehfile ye aza zindagi ka rizq hai sabye ayn e ishq hai zinda ho tum inhi ke sababna inse maal kamao..(2)mai aane wala hu'nSuni hai meer takallum ne karbala se sadaahai ikhtetaam ke nazdeek ghaibat e kubraharam pe nazre jamao..(2)mai aane wala hu'n
Mai aane wala hu'n
Mir Hasan Mir · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.