Ya sarallahBe ayyezam bin kotelat ...x2Aynat talebo be zahoolil ambiyaAynat talebo bedamil maktoole be Karbala...x3Inteqaam...x10Main inteqaam loonga....x4Har zulme karbala ka inteqaamZainab teri rida ka inteqaamAbbas e bawafa ka inteqaamKehdege khud yeh MehdiMain inteqaam loonga...x4Dam today Karbala me laila ke naujawan neGardan pe teer khaya asghar se bezabaan neAisa sitam na dekha duniya me asmaan neDuniya me asmaan neHamshakle Mustafa ka inteqaamChashma e benawa ka inteqaamHar zulme narawa ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga....x8Nehre faraat leli nikla woh mashk bhar karHasrat se dekhte the jiske alam ko SarwarMashkiza chid gaya jab sambhla na fir gardan parSambhla na fir gardan parBazu kata ke soya darya pe sher e HaiderSakka e Karbala ka inteqaamUs tashna bawafa ka inteqaamSardar e alkama ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga....x8Maqtal me sarburida Zehra ka gulbadan hainTapti huwi zameen par ek lasha bewatan hainDono jahan ka malik begoro bekafan hainBegoro bekafan hainRote hain khud payambar is gam me woh chubhan hainUs haqqe pasaba ka inteqaamZahra ke kalbo jaan ka inteqaamDukhi huwi zabaan ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga....x8Seene pe sonewali jungle me khogayi hainMayyat pe jane kiske sar rakh ke so gayi hainSab khayme jal chuke hain aur rat hi chuki hainAur raat ho chuki hainDaryae gam me sari duniya dubo gayi hainUs mashk us alam ka inteqaamShehzadiye haram ka inteqaamUske har ek alam ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga...x8Kisne banaya qaidi beemaro khastatan koKisne juda kiya hain bhai se ek behan koBeparda karne wale binte shahe zaman koBinte shahe zaman koTarsegi teri nasl ta hashr pairahan koBeemare Karbala ka inteqaamZainab teri rida ka inteqaamUs laag us hawa ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga....x8Bage fidak bhi cheena dar bhi gira diya hainKya kya na Sayyeda par zulmo sitam hua hainBinte Nabi ka roza jo munhadim kiya hainMunhadim kiya hainYassal nishane qabre Zehra mita diya hainUs buzate Nabi ka inteqaamPehlu shikastani ka inteqaamMohsin ki zindagi ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga....x8Sarwar pe ronewalo ab waqt aa gaya hainLashkar yazeediyon ka fir sar utha raha hainTabdeel abke lekin andaz e Karbala hainAndaaz e Karbala hainAb toh Imam e aakhir yeh keh ke aa raha hainAnsaar e Karbala ka inteqaamZanjeer aur rida ka inteqaamGullale Mustafa ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga....x8Aye nasiran e Sarwar uthho safe JamaoAye gumguzaro aao lashkar koi banaomatamguzaro aao hathyaar fir sajaoHathyar fir sajaoBaki rahe abad tak nara bhi woh lagaoHaider ke mehlaka ka inteqaamUs hamiye khuda ka inteqaamMazloom e Karbala ka inteqaamKehte hai khud yeh MehdiMain inteqaam loonga....x8
Mai inteqaam lunga
Ali Safdar · 2005
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.