(Sham, haye Sham).. (3)(Haye haye Sham) .. (6)(Haye Sham) .. (2), Haye haye sham(Haye Sham).. (2), Haye haye Sham(1) Mere NANA ka kalma padhte hoInsaaf karo aye Sham walo.. (2)Meri maa ZAHRA , Baba hai ALIWawaila, haye wawailaAye logo mera NANA hai nabiMain ZAINAB hoon kuch sharm to karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(2) Main Yasrab ki Shehzadi hoo'nhai bhai mere Sardaar e JinaMain sharm o haya ki makhdoomahai iski gawaahi kaun o makaahai mere labo'n par gham ki azaa'nwawaila haye wawailaChadar jo chini mar jaugiMain ZAINAB hoon, kuch sharm toh karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(3) Bhai pe mere kyu baaghi keilzaam lagaye hai tumneSaadaat ki aamad se pehlebazaar sajaye hai tumneGham mere badhaye hai tumnewawaila haye wawailaDil thaam ke mai yeh kehti rahiMain ZAINAB hoon, kuch sharm karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(4) Is tarah MOHAMMAD ke dil kotum logo ne paamaal kiyaSadqe ki khajuro'n se tumnesaadaat ka isteqbaal kiyaSadmo'n ne mera yeh haal kiyawawaila haye wawailaTasbeeh meri yeh baat baniMain ZAINAB hoon kuch sharm karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(5) Galiyo me charagha hota haiaur AAL E PAYAMBAR roti haiNaize pe baradar rota haiaur AAL E PAYAMBAR roti haiIs baat pe khwahar roti haiwawaila haye wawailaTum hanste rahe mai roti rahiMain ZAINAB hoon, kuch sharm karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(6) Baalo'n ki safedi par merimeelo'n ki musafat roti haiNa paak nigaahein uthti haiSAJJAD ki ghairat roti haiIs baat pe qismat roti haiwawaila haye wawailaBe jurm o khata kyu qaidi baniMain ZAINAB hoon, kuch sharm karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(7) Be parda mujhe dekha hi nahiSuraj ne kabhi BABA ki qasamMehmil ke bina nikli na kabhihai yaad mujhe woh jaah o hashamKarti hoon buka har ek qadamwawaila haye wawailaMehmil ke bina main Sham chaliMain ZAINAB hoon,kuch sharm karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(8) Taareekh e sitam dohrayi gayimujhe jiteji jo maar gayiAMMA ki tarah se ZAINAB bhipeshi ke liye darbaar gayiAur sar se mere dastaar gayiwawaila haye wawailaDarbaar talak yeh kehti gayiMain ZAINAB hoon, kuch sharm karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri(9) Hai kund zabaane aur qalamashko'n ko zabaa'n kar sakte nahiIrfan aur Mazhar chahe bhizakhmo'n ko ayaa'n kar sakte nahiRudaad bayaa'n kar sakte nahiwawaila haye wawailaKyu kehna pada BIBI ko meriMain ZAINAB hoon, kuch sharm karo(Na cheeno chadar meri,Main ZAINAB hoon ,kuch sharm toh karo).. (2)Na cheeno chadar meri
Mai zainab hoon
Irfan Haider · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.