Me'maare e arze Karbobalamain Hussain hu....x2Naukar bani hain jiski qazaMain Hussain hu ....x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain huIs pure kayenat me Shabbir ke siwaGuzre bohot waziro nabi aali martabaLekin koi yeh keh na sakaMain Hussain hu....x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain huRahib ke saat bete to mamuli baat hainMere toh ikhtiyar me kul kayenat hainJo chahu jisko kardu ataMain hussain huMe'maare e arze KarbobalaMain Hussain hu....x2Mere liye nabi ne jo sajda badha diyaKhaliq se maine wada usi waqt kar diyaKarza utar duga teraMain Hussain huMe'maare e arze KarbobalaMain Hussain huWaqif nahi hain woh mere jaho jalaal seBay'at talab hain Fatema Zehra ke laal seShayad yazeed bhul gayaMain Hussain hu...x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain huDeedar ka tha shauk jo khudko gira diyaMaula ne haath thaam ke bacche se yeh kahaUthja Habib uthke bataMain Hussain hu...x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain huChamke hain mere noor se zarre zameen keTum kya bataoge mujhe kaanoon deen keIslam mere ghar me palaMain Hussain hu...x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain huTum jante nahi ho hum ibne Batool hainYeh chaand taare sab mere qadmon ki dhool hainSuraj hain mere ghar ka diyaMain Hussain hu...x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain huEk din me akse faatah e khaybar bana diyaLori me kya Hussain ne unko suna diyaAsgar bhi ran me kehne lagaMain Hussain hu....x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain huTu maatami hain mera mujhe bhi hain yeh khabarLekin mere amal pe takallum amal bhi karFir baksh duga teri khataMain Hussain hu.....x2Me'maare e arze KarbobalaMain Hussain hu
Main husain hun
Mukhtar Hussain · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.