Labaik Ya HussainHaan, Moula Moula MoulaJab Lashkar-e-Hussain Sar-e-Khaak So Gaya(Hussain Ya Hussain Moula) ..(2)Aur Fatima Ke Laal Ka Koi Nahi RahaHalmin Moghisona Ki Shah-e-Dee'n Ne Di SadaGoonja Fiza Main Aakhri Khutba Hussain Ka(Hussain Ya Hussain Moula) ..(6)Main Nabi Ki Aankho’n Ka Noor HoonMain Hussain Hoon Wo Hussain HoonMain Ali Ke Dil Ka Suroor HoonMain Hussain Hoon Wo Hussain HoonMeri Maan Hai Janab-e-SayyedaMera Bhai Hassan Dil-e-Mustafa(Meri Ham Qadam Meri Do Behan) ..(2)Mera Bhai Ghazi Qarar-e-Mann(Main Hussain Hoon Wo Hussain Hoon) ..(4)Dil-e-Fatima Ka Main Chain HoonMain Hussain Hoon Wo Hussain HoonMain (Hussain Ya Hussain Moula) ..(2)(Main Sawar-e-Dosh-e-Rasool Hoon) ..(2)(Main Hussain Jaan-e-Butool Hoon) ..(2)Main Kalam-e-Rab Ki Misal HoonMain Gharana-e-Lazawaal Hoon(Mujhey Naaz Apney Chaman Pe Hai) ..(2)Main Hoon Paanchwa’n Rukn-e-Panjatan(Main Hussain Hoon Wo Hussain Hoon) ..(2)Main (Hussain Ya Hussain Moula) ..(2)(Main Hussain Waris-e-Deen Hoon) ..(2)(Main Gumaa'n Nahi Main Yaqeen Hoon) ..(2)Mujhey Ishq Naam-e-Khuda Se HayMeri Jang Ahl-e-Dagha Se Hay(Meri Zindagi Merey Rab Ki Hai) ..(2)Main Chala Hoon Ghar Se Liye Kafan(Main Hussain Hoon Wo Hussain Hoon).. (3)Dil-e-Fatima Ka Main Chain HoonMain Hussain Hoon Wo Hussain HoonMain (Hussain Ya Hussain Moula) ..(2)(Main Hazaar Sadmey Uthha Chuka) ..(2)(Main Charagh Apney Bujha Chuka) ..(2)Main Tamam Lashkar Ga'nwa ChukaMain Zameen-e-Maqtal Saja Chuka(Lo Main Zuljanah Se Gir Gaya) ..(2)Na Hai Zee'n Pe Aur Na Zamee'n Pe Tan(Main Hussain Hoon Wo Hussain Hoon) ..(2)Main (Hussain Ya Hussain Moula) ..(2)Haan, (Lo Main Nok-e-Naiza Pe Aa Gaya) ..(2)(Main Kamal-e-Maqsad Ko Paa Gaya) ..(2)Tah-e-Tegh Sajda Adaa KiyaMain Utha To Paish-e-Khuda Gaya(Hai Sada-e-Hal Min Ka Mojeza) ..(2)Hai Jahan Main Zinda Mera Sukhan(Main Hussain Hoon Wo Hussain Hoon)..(3)Dil-e-Fatima s.a Ka Main Chain HoonMain Hussain Hoon Wo Hussain HoonMain (Hussain Ya Hussain Moula) ..(2)Haan, (Main Hussain Jaan-e-Karbala) ..(2)(Hay Yahan Ki Matti Mein Bhi Shifa) ..(2)Lo Rehan O Sarwar Karo DuaRahe Saya Sab Per Hussain Ka(Rahe Hashr Tak Yehi Silsila) ..(2)Yehi Ik Sada Ho Zameen Zaman(Main Hussain Hoon Wo Hussain Hoon) ..(2)Main (Hussain Ya Hussain Moula)..(9)Moula Moula Moula
Main Hussain hoon
Nadeem Sarwar · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.