Main kya bataon dosto tumhein keh kya HUSSAIN haiBasher to kya hai unbia ka asara HUSSAIN haiMain kya baton dosto tumhein keh kya HUSSAIN haiHUSSAIN fakhr-e-unbia HUSSAIN din ki laaj haiHar ek dil ko aj bhi HUSSAIN hi ka raj haiYazeed kab ka mit chukka HUSSAIN tha HUSSAIN haiMain kya bataon dosto tumhein keh kya HUSSAIN haiHai dil main tere bughz aur zuban peh hai khuda khudaDar-e-HUSSAIN chor ke bhatakne wale sun zaraKhuda us taraf hai jis taraf mera HUSSAIN haiMain kya bataon dosto tumhein keh kya HUSSAIN haiSina ki nok se khuda ne apna zikr jab sunaTo us ne tere zikr ko yeh martaba ata kiyaJahan azaan bhi nahi wahan bhi ya HUSSAIN haiMain kya bataon dosto tumhein keh kya HUSSAIN haiIdher rasool-e-pak hain udher janab-e-sayedaHai pusht per hassan to samne ali-e-murtazaBas in ke darmiyaan hi pala barha HUSSAIN haiMain kya baton do tumhein keh kya HUSSAIN haiTha ek nusaairi shook main najaf se karbala gayaJo dekha jalwa noor ka wahan to us ne yeh kahakasam ali ki aj se mera khuda HUSSAIN haiMain kya bataon dosto tumhein keh kya HUSSAIN haimile jo per to ro diya khushi se fitr se hazinkahan paroon se dekh ker who arsh who zameenwohi hai marzi-e-khuda jo chahta HUSSAIN haiMain kya baton do tumhein keh kya HUSSAIN haiBasher to kya hai unbia ka asara HUSSAIN haiMain kya bataon dosto tumhein keh kya HUSSAIN hai
Main kya bataon dosto tumhein keh kya HUSSAIN hai
Mir Hasan Mir · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.