Ya ali, ya fatima zahra..(2)Haider ali, ya zahra..(3)Mai chahta hu ke ashoor karbala me karu..(2)ho mere saath saath ehle aza..(2)har ek shaheed ke marqad pe jaake nauha padhu..(2)jo ek wada meri rooh se liya rabneuse wafa to karu..(2)Paye ziyarat e mazloom-e-karbala jaukaru husain ke marqad pe khoob sina zani..(2)aur uske baad feza me karu buland sadaa...Husain Husaina..(2)Azamallaho lakal ajra alayh bil musiba ya zehra ya alikatle mawlana hussain ibne aliya aliyun ya aliyun ya alimajurah ya zahra majurah ya zahramaju ya haider aliya ali x 31. Haaye,Baat jab alame arwaah me karbal ki chaliPesh Allah bapa majlis e shabbir huikaun zehra ka azadar hai ye baat khuli..(2)kehne lage ambiya..Majurah ya zahraehle falak ne kaha.. Maju ya hussain2. HaayeAur fir matami halqo me bate ehle azagoonj uthi haaye husaina ki sadao se fizahar azadar ne jab matame zanjeer kiya..(2)zakhmo se aayi sada majurah ya zehrabehte lahu ne kaha..Maju ya husain3. Haaye,Dekh kar chaand moharram ka har ek aankh hai namaur ghar ghar me sajaya gaya gaazi ka alamfarshe majlis pe gaye kaale libaso me jo hum..(2)lab pe yahi thi buka majurah ya zehraashko ne gir kar kaha maju ya hussain4. Haaye,Marsiya dilne padha ashk jo barsaye husainho salam aap pe ae fatima ka jaye husainfarshe majlis pe jo zakir ne kaha haaye husain..(2)nauha bani ye sada majurah ya zehrazikr hai ashoor kaa.... ya husain ya husain ya husainqotelal husain o be karbalazibehal husain o be karbala5. Are asr ka hangaam tha aur aale payambarhalqe shahedee pe chala zulm ka khanjarret ke teele pe khadi zainab e muztarsue najaf dekh ke kehti thi ye rokarazamallahu lakal ajra alayhbil musiba ya zahra ya alikatle mawlana hussain ibne ali6. Haaye,Hogaye pamaal e sitam laashe bahattarlaash rahe dasht me naizo pe gaye sarloot ne sadaat ko phir aaye sitamgarkehne laga shame ghariba ka wo manzarazamallahu lakal ajra alayhbil musiba ya zahra ya alikatle mawlana hussain ibne ali7. Are nikle haram nauha kuna fir se safar parek rasan bara gale aur khule sarqafela salaar bane aabid e muztartauq o salasil me gala nauha labo parazamallahu lakal ajra alayhbil musiba ya zahra ya alikatle mawlana hussain ibne aliChali janibe zindaan juhi zainab e zeeshan..(2)sare dasht uthi mazhar o irfan sadahusain husain maula..(2)farzand e zehra tere sabr ko salaamathara baras wala hamshakle payambar thabeenayi gayi sheh ki jab uske laga naizaye ghum tha qayamat kagaazi ke kate shane, qasim ke hue tukdedo laashe labe darya, the auno mohammad keye ghum tha qayamat kaek teer laga aakar besheer ke gardan parbaad uske sare maqtal, maula pe chala khanjarYa zahra ya mehdi
Majura ya zehra
Irfan Haider · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.