Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Man mata ala hubbe aal mohammad, mata shahida

Shadman Raza · 2011

Man maataRahé hussaini par jo insaan chalta nahin, zinda reh kare phir woh insaan zinda nahinHubbé aalé Mohammad mein jo mar jaaé (x2)Donon mar bhi jaaé agar to marta nahinMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x3)Aalé nabi ki ulfat mein logo, jo margaya woh marta nahin haiAy haqq ka wada, aur sachha wada, usko khuda khud rakhta hai zindaMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Matam to hoga matam to hoga, har simt hoga har ghar mein hogaRozé azal sé, rozé abad tak, zehra sé hai yeh khaaliq ka wadaMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Hay karbala ki aawaaz payhum, apna hai rehbar ghazi ka parchamHar maatmi ka, jazba to dekho, ghazi ka parcham girné na déguaMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Muslim Habib-o-John aur Haabiss, Shabbir ké sab bé mislé naasirJab larté larté, maidan mein girté, sab ké labon par tha ék naaraMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Hayé woh Qassim hayé woh Asghar, Abbasé ghazi hayé woh AkbarRo ro ké dum par, hum jaan dengué, pura karengué hum apna wadaMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Jab bhi shahadat paata hai koyi, Shabbir usko aaté hein lé néAnsoo baha kare, khud shaahé din ko, déta hai pursa karbobala kaMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Hum ro né walé karbobala ké, karté nahin hai jaur-o-sitam séGardane katraayi, baazu katraaé, lékin na chora gham karbala kaMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Ay méri maaon ay méri behnon, gar na nahin tum daur-e-sitam séSughra ké gham sé, Layla ké gham sé, par kare nahin koyi gham humaraMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)Maajid yé likh kare sab ko bata do, ay Shadman tum sab ko sunaa doHum maatmi hai, shahé huda ké, mar kare bhi gham to rehté hai zindaMan mata ala hubbe aalé mohammad, mata shahida (x2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.