Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mann Zainabam

Ali Shanawar and Ali Jee · 2016

HussainTanhai e mann..(6)Mann zulfiqaar e haideram..(2)Mann aitbaar e khwaharam..(2)Mann zulfiqaar e haideramMann aitbaar e khwaharamMann zainabam..(4)1. Ae shamiyo mai binte nabi binte ali huZainab hu mai, zainab hu mai,zainab hu mai qur'an ke saaye me pali huzakhmi hu azadaar hu rassi me bandhi humai phir bhi na zalim se dari thi na dari hutanhai e mann..(3)Mann charagh e mustafaMann charagh e murtazaMann shakista zainabamMann zainabam..(4)Mann zulfiqaar e haideramMann aitbaar e khwaharamMann zainabam..(4)2. Naize pe mere bhai ka sar tumne chadhayaturbat me ali aur nabi ko hai rulayajitna bhi satana tha hame tumne satayapar baiyat e zalim pe na sar hum ne jhukaya..(2)tanhai e mann..(3)Mann charagh e mustafaMann charagh e murtazaMann shakista zainabamMann zainabam..(2)Mann zulfiqaar e haideramMann aitbaar e khwaharamMann zainabam..(4)3. Hai akbar o shabbir se abbas se waadajab bhi dare, jab bhi dare,jab bhi dare zindaan e sitam mujhpe khulegamatam mere pyaaro ka bapa shaam me hogaphir matam e shabbir na ta hashr rukegatanhai e mann..(3)Mann charagh e mustafaMann charagh e murtazaMann shakista zainabamMann zainabam..(2)Mann zulfiqaar e haideramMann aitbaar e khwaharamMann zainabam..(4)4. Paigham e hussaini ka diya jalta rahegaabbas ka parcham bhi har ek ghar me lagegasalman o ali jee azakhana to sajegaaelaan sada khudba e zainab ye karegatanhai e mann..(3)Mann charagh e mustafaMann charagh e murtazaMann shakista zainabamMann zainabam..(2)Mann zulfiqaar e haideramMann aitbaar e khwaharamMann zainabam..(6)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.