Azadari MediaAzadari Media

Mara Gaya Hasnain Ka Baba Mir Shah Rizwan - Shahadat Mola Ali -1447 _ 2026

Mir Shah Rizwan · 1447

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
hai sajde men mara gaya hasnain ka babakarta hai buka ghurbate haider pe musalla1kam kis ke sabab hon ge bhala qalb ke sadmeshafqat se inehen kaun lagaye ga gale seab aaj se bhukhe ye soyen ge saaremara gaya kufe men yatimon ka sahara2sar se mere baba ke suna khoon rawan haiabbas batao to pedar mera kahan haizainab ko ai bhai ab le chalo jaldisar peet ke rote huye zainab ne pukara3bas aap ko hi dekh ke sansen thi ye chaltibaba se ye kahte huye zainab rahi liptiis tarha na chodon moh aise na modobin aap ke kis tarha jiyon gi mere baba4wo baap ko hasrt se khadi dekh rahihaizainab yahi kahte huye ghash kha ke giri haiye kaisa sitam hai sadat pa gham haibaba hmaen yun chood ke mat jaiye tanha5ro ro ke ye kahte the sabhi chahne waaleye raat bahot sakht hai aqa pa hamaremaula hain tadpte karwat hain badltehain dard se bechain bahot zakhm hai gahra6a jaye agar inpa koi wakhte musibatjan de bhi karna hai tumen in ki hefazattum yaad ye rakhna bas ai mere betaabbas ho tum aale Mohammad ka sahara7dil karb se fata tha bade jaate the sadmebachche sabhi lipte the janaze se pedar keek shoor tha uthta mat jaiye babaaur dono jahan hilte the kohraam bapa tha8zahra ki sada aati thi ye ghaib se ro kartar khoon men hai waaliyo waris ka mere sarghash hoti thin zahra bas rort thin zarhraahista se haider ke janaze ko uthana9ai kaash moqaddar mujhe wo din bhi dikhayemaula ki mere kano men awaaz ye ayenauha mere gham ka tum ake sunanarizwan najaf a ke badho qabr pa nauha✍️Mirshah Rizwan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.