Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Marhaba khairun-nisa

Shahid Baltistani · 2005

Marhaba khairun-nisa[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2Bizate khairal wara ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2aisi maan jis pe meri maa qurbaanjis ke qadmo ki dhul arzo samaajis ke bete shababe ahle jinajiska shohar he qul ka qul imaanbaap fakhre ambhiya ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2aisi beti ke baap ki maa hetu to qalbe rasul me jaan haiteri tazim uspe lazim hejispe utra khuda ka quran haiai kaneeze kibriya ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2jis ne gyara imaam pale haisehne kaaba ke jo ujaale haihaye chaki ki wo mushaqat thidaste zahra mai ye jo chhale haideen jis ke ghar pala ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2jo khadija ke qalb ki dharkankhuld se jo mangaye pehrahantara utra jahaa salami kodo jahan me hai wo tera anganye hai tera martaba ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2be zaron ko waqare buzar detashna kaamo ko jame kausar detu hai kono makan ki shahzaditu zamin ko bhi aasmaan kardetu agar karde dua ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2tune jis qawm ki dua mangihai asar sare matami uskikhun apna bahaa rahe hai jochahiye unko teri khushnudichahiye teri raza ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2dil tera barsare sina bibigirta lamhon me asmaan bibibad dua tu kaheen jo kardetikhak hojata ye jahaan bibidub jaati karabala ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2hubbe shabbir me jo qatl huweun shaheedon ki maghfirat ke liyeteri nazre karam zaruri haitere baba rasul ke sadqekar rahe hai ilteja ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2roya "rehan azmi" ka qalamlikh ke qirtas par jo tere alamkarb se karbala huwa he dilkhun tapka nigah se pehamhosaka na haq adaa ya zahra[Marhaba khairun nisa ya zahra] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.