markad pe muhammad ke hasnain ka nauha hainana teri ummat ne zehra ko sataya haiBaad aapke logon ne wo zulm kiye nanasuraj ne kabhi jiska saya bhi nahi dekhaus umme abiha ko darbar bulaya haiAye nana madine ki kuch aisi hawa badli18ra baras me wo lagti hai zaifa sidil chur hai zakhmo se pehlu bhi shikasta haiJhutla ke daleelo ko makhdooma e alam kihaq chin ne walo ne hadd zulm ki ye kardijalta hua darwaza pehlu pe giraya haiAllah ki lanat ho in ehle saqifa perrone bhi nahi dete mazloom ko baba permakhdooma e alam ki faryaad pe pehra haiTha zakhm abhi taza baba ke bichadne kamohsin ki shahdat ne dushwar kiya jeenafizza se koi puche kis haal m zehra haiChalne ko asa ab to darkaar hai zehra kotasbeeh ka padhna bhi dushwar hai zehra kobus haath hai pehlu per pasli bhi shikasta haiIs qarb se guzri hai firdaus ki shehzadi izalim ke tamache ko taa marg nahi bhulibekas ka janaza bhi tareekhi me utha haiThi haalat e sajda me hasnain ki maa "Ehsan"jis waqt sidhari hai wo sue jina "Ehsan"wo lamha hume 'Asgar' sadiyon se rulata hai.
Marqad pe mohammed ke hasnain ka nauha hai
Sayyed Asghar Ali · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.