Labbaik ya hussain..Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)zinda jaha'n mein taaba qayamat hai karbalasadaat e karbala ki amanat hai karbaladuniya ke har ghareeb ki izzat hai karbalaJiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)Jannat e maa karbala, rooh e azaa karbala..(2)noor e khuda karbala, baab e dua karbala..(2)khaak e shifa karbala, ghum ki dawa karbala, jannat e maa karbala..(2)jannat e maa karbala..(6)Karbobala khoon e Mohammad se saji haiKarbobala ishq e hussain ibn e ali haiteri zamee'n mo'alla..(4)Karbala karbala masha'allah..(4)tu rahegi sadaa insha'allah..(3)Mashallah mashallah karbala..(4)1. Aao chale karbala..(2)banke safeer e azaa..(2)sarpe ho parcham khula..(2)ishq e azaa saath raheashko ki barsaat rahehaatho mein bus haath raheteri zamee'n mo'alla..(4)nainawa nainawa mashallah..(2)tu rahegi sadaa insha'allah..(3)Mashallah mashallah karbala..(4)Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)Jiye shaah, jiye shaah..(2)2. Karbobala khaak thi..(2)khaak ko izzat mili..(2)khaak e shifa bangayi..(2)aaye hussain ibn e alisurat e gulzar sajighazi ki jageer baniteri zamee'n mo'alla..(4)marhaba marhaba mashallah..(2)tu rahegi sadaa insha'allah..(3)Mashallah mashallah karbala..(4)Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)Jiye shaah, jiye shaah..(2)3. Hum tere zawwar hai..(2)tere azadaar hai..(2)khadim e darbaar hai..(2)nara e labbaik meramatam e shahe shohadalo mai chala karbobalateri zamee'n mo'alla..(4)shukriya shukriya mashallah..(2)tu rahegi sadaa insha'allah..(3)Mashallah mashallah karbala..(4)Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)Jiye shaah, jiye shaah..(2)4. Meri dawa karbala..(2)meri shifa karbala..(2)meri baqa karbala..(2)daulat e maa karbobalaquwwat e maa karbobalaizzat e maa karbobalateri zamee'n mo'alla..(4)rehnuma rehnuma mashallah..(2)tu rahegi sadaa insha'allah..(3)Mashallah mashallah karbala..(4)Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)Jiye shaah, jiye shaah..(2)5. Aye shahe karbobala..(2)koi nahi aap sa..(2)ek hai bus karbala..(2)sarwar o rehan chaloleke ye armaan chalonazr kare jaan chaloteri zamee'n mo'alla..(4)jaane maa jaane maa mashallah..(2)tu rahegi sadaa insha'allah..(3)Mashallah mashallah karbala..(4)Zindabad karbala, zindabad ya hussain..(2)Jiye shaah, jiye shaah..(2)Beshak ali ke laal ki mehnat hai karbalaZehra ke khandaan ki daulat hai karbalajo bhi yaha'n hussain ka zawwar ban gayahurr bangaya koi, koi mukhtaar ban gayaKarbobala sayebaa', karbobala paasbaa'n, karbobala noor e jaa'nsaari zameeno ki maaishq o mohabbat ka nisha'nfarsh pe hai arsh jahaa'njannat e arzi ka samaadee'n panaah, sajda gaah, madresa, darsgaah, hal yazah, hal ataahtu hai dayaar e hussainmashallah mashallahtu dil e zahra ka chaynmashallah mashallahrooh e dil e mashraqainmashallah mashallahtere liye har duainshallah inshallahtere liye har sadaamashallah mashallahjaari rahegi sadaamashallah mashallahKarbala karabala..(2)Hai hamari darsgaahKarbala karabalahaq ka seedha raastaKarbala karabalaIbadato ka raabtaKarbala karabalahar ek hurr ki rahnumaKarbala karabalahussainiyat ka madrassaKarbala karabalaBaqa e harf e laa ilaahKarbala karabalaHussain jiska baadshahKarbala karabalaHussain jiska baadshahKarbala karabalaHussain jiska baadshahKarbala karabalaLabbaik ya hussain.....
Mashallah karbala
Nadeem Sarwar · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.