Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Matam Karo Shabbir Ka

Hassan Sadiq · 2008

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
[Hayya Ala Khairil Amal] ×6[Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua] ×2(Is se milega momino(n)) x2 jannat ka rasta[Hayya Ala Khairil Amal] ×2 [Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua] ×2Matam he ye usi ka jo nabiyon ka naaz haiSadqe mein jiske aaj bhi qayam namaaz hai[Hayya Ala Khairil Amal] ×2Jisne sulagti ret pe sajda kiya adaIs se milega mominon jannat ka rasta[Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua] ×21. Matam hai uska jisne watan chora ghar diyaJisne saro(n) se deen ka kashkol bhar diya[Hayya Ala Khairil Amal] ×2Jisne jalaya khun se islam ka diyaIs se milega mominon jannat ka rasta[Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua] ×22. Matam hai uska jispe qayamat guzar gayiBhai ki laash par bhi jo matam na karsaki[Hayya Ala Khairil Amal] ×2Ghurbat pe jiski shaam ka zindan rodiyaIs se milega mominon jannat ka rasta[Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua] ×23. Azmat jo puchhte ho to qura(n) se puchhloQurbani uski shame gharibaa(n) se puchhlo[Hayya Ala Khairil Amal] ×2Jisne bachake deen ko sab kuch luta diyaIs se milega mominon jannat ka rasta[Matam karo Shabbir ka Zahra ki lo dua] ×24. Aal-e-nabi ke gham ke siwa koi gham na ho"jawwad" ya hussain ki awaz kam na ho[Hayya Ala Khairil Amal] ×2Matam ali ke laal ka jari rahe sadaIs se milega mominon jannat ka rasta[Hayya Ala Khairil Amal] ×6

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.