Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Maula Haq Imam

Irfan Haider · 2015

Ya Husain ya husain..(4)Ya husain ya husain ya husain.. husain..(2)haye haal likhu kya saadaat ke lutne kamai khud ek sayyed zaada humujhe khoon rulate hai aksarkabhi maqtal, kabhi koofa, kabhi shaammaula haq imam..(4)maula haq imam ya hasan ya husainya husain ya husain ya husain1. Baade husain ibn e alizainab pe kya aayi ghadijalti hui reti pe thibe aasra aale nabishame ghariba aagayi, har su udasi chaa gaipehre pe zainab aagayi..(2)aur lab pe tha bus ye kalaam2. Maqdooma e kaunain ki poti sakina bekhatababa ka laasha dhundhne phirti thi ban me ja bajashabbir ki wo laadli, seene pe jo shah ke paliuski yahi faryaad thi..(2)jab jal chuke saare khayaam3. Jis ke lahu ka aaj bhi maqrooz hai saara jahahalmin ki jo aawaz par maqtal me aaya bezabawo asghar e besheer tha jo kaatibe taqdeer thahaye hurmala ka teer tha..(2)jis ke liye mehwe kalaam4. Haye haye mohammad ka chaman kuch is tarah loota gayaye bekasi saadaat ki ke barsare karbobalarokar kahe qasim ki maa, maara gaya qasim jawazinda rahe kaise ye maa..(2)faryaad ya shahe anaam5. Mashko alam lekar chala mashko alam ka paasbamashke sakina jab chidi pani baha baade azaaabbas ke baazu kate, dil kaap utha ye sochkewo khaak par kaise gire..(2)kehte hue tum par salaam6. Tere akhee mazloom ka ghar se janaza jab chalataboot par 100 teer the lekin shahe karbobalateero pe tha laasha tera, maa sayyeda mehwo bukakehne lagi karbobala..(2)zinda rahe dono ka naam7. 11 moharram aa gayi aale nabi ka karwaatha shaam ki janib rawa aur kafile ka sarbaawo abide bimaar tha chalne se jo laachar thmehve buka ghum khwar tha..(2)kehta chala har ek gaam8. Kaafi hai rone ke liye wo shaam o kufa ka safarchadar talab karta raha sajjad qaidi nauhagarfir qaidiyo ka qafila darbaar me laaya gayakhudba jo zainab ne diya..(2)Lab Per Tha Yeh  Nauha Madham9. Irfan o mazhar  abidi karte raho har dum ye bainbus zindagi bhar ya hasan, bus zindagi bhar ya husainnauhe ka yu haq ho ada, jab barsare farshe azanauha padhe khud sayyeda..(2)rokar kahe sab khaso aam

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.