[Mere Maula Hussein(as) ,Mere Aaqa Hussein(as)] x2(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2[Kismat mei hoo likha meri] ×2 karbobala jaana(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2Jis waqt main pohchunga maqam e Ali Asgher(as)Yaad aayegi mujhko wahaaN Besheer ki madarAsgher(as) ke baad jo,Saaye mei na baithi,tha dhoop thikana(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2Jaau main WahaaN jis jagah khaime the tumhareZalim ne Sakina(sa) ko tamache jahaaN maareUss paak zameeN par,hoo mujhko mayassar,ashko ko bahana(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2Jis jaa pe huwi baap ki bete se judaiKadiyal JawaaN ne aapke barchi jahaaN khayiKehta hai mera dil,hoga WahaaN mushkil,ashkoN ko rukhana(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2Jab qatl gah aapki dekhunga main jaakarYaad aaega maula Mujhe aashur ka manzarGardan pe aapki,woh shimr e laeN ka,khanjar ko chalana(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2Jannat toh azadar ki bas karbobala haiHar matami daste ki yeh khwahish mei likha haiKarbobala jaa ke,Maatam ke nishaN se,sine ko sajana(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2Jaana jo Raza rauza e Abbas(as) ke andarAaqa ke paas jaana magar ghutniyoN chal karRo ro ke WahaaN par,Nauha e Sakina(sa) ,Ghazi(sa) ko sunana(Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2
Maula mujhe abbas ki jageer dikhana
Ali Raza Surani · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.