Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain

Miscellaneous · 2014

Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain (x2)Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain1 Woh Abid-e-Beemar tha (x2)Chalnay se jo, laachaar tha,Aur shaam ka bazaar tha...Aur Mustafa ki betiyaa..(Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain) x22 Shabbir ki woh laadli, (X2)Seenay pe jo, Shah ke paliJis ki abaa, bann mein jali...Mu par tamaachon ke nishaan...(Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain) x23 Pyase gale, khanjar chale (x2)Chaadar chini durre lagayAbbas ke parcham talay...Ro kar kahen, yeh bibiyan..(Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain) x24 Ro kar kahe Qasim ki maa (x2)Maara gaya, Qasim jawaanAye laal mein, dhundoon kahaan...Mehndi teri, sehra tera...(Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain) x25 Woh Asghar-e-Besheer tha (x2)Aur Hurmala ka teer thaPyaasa gala, kyu kar kataa...larzi zameen aur aasmaan ...(Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain) x26 Shaam-e-garibaa chaa gayi, (x2)Abid ko gairat kha gayiPehre pe Zainab aa gayi....Abbas aur, Akbar kahaan....(Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain) x27 Woh bawafa, Abbas tha (x2)Dukhiyon ki jo, ek aas tahPaani mila, par na piyaa...Pyaasi rahi, shehzadiyan...(Mawla Haq Imam Ya Hassan Ya Hussain,Ya Hussain, Ya Hussain) x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.