Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mazloom ka matam hai

Nadeem Sarwar · 2020

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Hussain ya hussain..(6)Kam na hoga....Hussain ya hussain..(2)Kam na hoga....Hussain ya hussain..(2)Ye to mazloom ka matam hai kam na hoga..(2)Hussain ya hussain..(2)Ye to mazloom ka matam hai kam na hogaYe to masoom ka matam hai kam na hogaHar dil mein hoga, har ghar mein hoga..(2)dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..Hussain ya hussain..(3)1. {Sayyeda zainab ki yeh azaa haifatima zehra ki yeh dua hai}.. (2)zainul ebaa ke dil ki sadaa hai..(2)ghum ye dil e zawwar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Hussain ya hussain..(2)2. {Laashe pe sheh ke zainab ka waadadekhegi duniya ab ye nazara}.. (2)aye mere bhaiyya matam tumhara.. (2)shaam ke khooni darbaar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Hussain ya hussain..(3)3. Haan..Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamanahar ghar saja hai yeh tumhara azakhana..Hussain ya hussain..(3)Ghum yeh tumhara maula bhoola na zamanahar ghar saja hai yeh tumhara azakhana..sog tumhara jaari rahega..(2)matam ye saare sansaar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Hussain ya hussain..(3)4. {Zahoor e Mahdi jis roz hogamanzar wo kitna pursoz hoga}.. (2)mimbar pe hoga waris hamara.. (2)matam phir unki sarkaar mein hoga, hogaYe to mazloom ka matam hai kam na hoga..Ye to masoom ka matam hai kam na hoga..Har dil mein hoga, har ghar mein hoga..dasht mein hoga, gulzaar mein hoga, hogaMazloom ka matam hai kam na hoga..Hussain ya hussain..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.