Mazloom RazaThi Fatima Ki Yeh SadaMazloom Raza, Mazloom RazaKaisa Yeh Sitamgar Zulm KiyaMazloom Raza, Mazloom RazaJannat Se Yahan Main Aayi Hoon, Mayyat Pe Tumhari Rone Ko,Pardes Mein Tumko Aayi Khaza.Mazloom Raza, Mazloom RazaYe Zeher Tumhe Kisne Hai Diya,Hai Dil Ko Mere Sadma Ye Bada.Mara Hai Tumhe Be-Jurm-o-Khata,Mazloom Raza, Mazloom RazaRote Hain Ali Aur Aale Aba,Ghurbat Pe Tumhari Aye Beta.Karte Hain Malak Fariyad-o-Buka,Mazloom Raza, Mazloom RazaAayegi Bahen Milne Ke Liye,Ye Gham Ki Khabar Sunne Ke Liye.Mar Jayegi Gham Se Wo Dukhiya,Mazloom Raza, Mazloom RazaKhawar Jo Khurasan Aayi Hai,Har Simt Udasi Chhayi Hai.Kehti Hai Jigar Phatta Hai Mera,Mazloom Raza, Mazloom RazaKyun Toos Mein Hai Mehshar Ye Bapa,Rote Hain Tumhe Sab Ahl-e-Aza.Uthta Hai Janaza Jo Tera,Mazloom Raza, Mazloom RazaBachpan Mein Taqi Pe Wawayla,Hai Koh-e-Musibat Sar Pe Gira.Duniya Se Uthe Mazloom Raza,Mazloom Raza, Mazloom RazaSab Rote Hain Mazhar Ahl-e-Aza,Maqbool Hua Noha Ye Tera.Abed Ko Mili Zehra Ki Dua,Mazloom Raza, Mazloom Raza
Mazloom Raza (as)
Mir Abid Ali Moosvi · Poet: Mazhar Abidi · 1448
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.