Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mazlumiyat ka kaaba janaza raza ka hai

Qafla Sajjad Matamdari · 2017

Mazlumiyat ka kaaba janaza raza ka haibehno ka dukh hi khaas asasa raza ka haiUmmat ne zeher dediya ye bole mustafaye bole mustafawo milgaya hai isko jo wirsa raza ka haiBaghdad, hilla, samrah, qum keh rahe hai yekeh rahe hai yebikhra pada jahaan mein kunba raza ka haiIska hai uzn ghazi ke parcham seyaah meinparcham seyah meinMahdi ke surkh ashko mein sadma raza ka haiKandha do iske paak janaze ko muslimojanaze ko muslimoislam agar hai zinda to sadqa raza ka hai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.