Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mera aakhri salam

Rizwan Rizvi · 2023

khaiimey ke dar pe kehtaa haii bekas meraa imamzahra sa ki betiyoon ko meraa aakhri salaamrukhsat karo sab aake gareeb e ,batool kosauunpaa tumheeN khuda o ali o rasool koab laut kar na aaega zakhmii sueey khayaamhathoon mein shaam waale hai patthar ,liyee hueeyqaatil khadaa haii haathh mein khanjar liyee hueeykuch deer me haii bass merii saansooN ka ikhtetaammeeraaj mein rasool ne pehna thaa jo ,libaaszainab pehnaa do misl e kafan aaj wo libaaskarnaa hai waqt e zibaah khudaa se hameeyy kalaamab tum ho bekasooN key ,liyee panjatan bahenayy bewatan akhii ki gareeb ulwatan bahensab ghar hai ab tumhaare hawaale ayy tasshna kaamhaii aakhrii hussain as kii gurbat ,ka imtehaantanhaa Ali ka laal hai laakhooN ke, darmiyaaNmaqtal mein ho gayaa hai shahadat ka imtehaanbaali sakiina gurbat e mazloom ,alwidaajaane do hum ko ayy merii maasoom alwidaazindaan mein aaeey gee tumheeyy leene hum ek shaamapni lahed ko choord ke aaii, haiiN fatemaband e kafan ko todd ke aaii haiiN fatemarotii hai ek nasheeb mein le lenke meraa naamhaayee wo waqqt e asrr takallum ,wo be kasiitanhaiii parr hussain kii gurbat bhii roo padiizainab badhhii haii thaamne rehwaar kii lagaam

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.